TOOFAN MEIN GHAR CHODNE KA HUNER NAHI AAYA
HAMKO APNO SAY MOONH MODNE KA HUNER NAHI AAYA
AGAR CHE KUCH BHI NAHI HAY YE BE NAAM SA BANDHAN
LEKIN USSE CHAH KE BHOOLNE KA HUNER NAHI AAYA
RAKHA HAY MUHABAT KO HONTON PAR DUYA KI TARAH
MAGAR DAR E MUHABAT PAR SAWAL KARNE KA HUNER NAHI AAYA
JO BE INTIHAYI KE PATHER SAY DIL KO TOD JATE HEIN
UNHI KA DIL KABHI HAMEIN TODNE KA HUNER NAHI AAYA
LAFZON KO HI SAMJHTE HEIN DIL KI DOLAT ISSI LIYE
KABHI JAZBON KO TARAZOO MEIN TOLNE KA HUNER NAHI AAYA
CHALTE RAHE SACHAYI KI RAAH PAR UMER BHAR LEKIN SHEHZADI
SOCHTE HEIN KYON RAAH E JHOOT PAR CHALNE KA HUNER NAHI AAYA..
Tujhse milne ki aas mein jee raha hai koi
Itna bhi zaalim na ban zaher pi raha hai koi
Mohabbat karke na nibhaana bewafaai hoti hai
Teri bewafaai ka ilzaam apne sar le raha hai koi
Gar bhulna hi tha to mere pyar ko na azmaate
Tujhko paane ke liye har imtihaan se guzar gaya hai koi
Na aur sitam karna tu ke jaga nahi ab zakhmo ke liye
Ek kona bacha tha dil mein teri tasveer liye baitha hai koi
Aye sangdil ek nazar dekh le tujhse bichhde pyaar ki taraf
Apni laash ko tere pyaar mein aaj kaandha de raha hai koi

Comment