udaasi ne mujhse mohabbat karna chor diya,
har khushi ne dard se darna chor diya,
bandh kar do yeh khidki drwaaze,
ki ab deewaron ne sareaam aansoon se sanwarana chor diya,
lagta hai kuch badal si gai hoon mein,
ki hans kar maine uske liye bikharana chod diya,
bhool si gai hoon shayad mein apne ap ko,
apni hi saayo se maine ab ladna chor diya,
sunsan se rehne lage hai dhadkano ke manzar,
yaadon ki dhool ne dil ki galiyoin se guzarana chod diya,
yun toh faasle nahin hum dono mein koi,
par ehsaason ne mere dil se uske dil tak chalna chor diya,
aise toda kisi ne aarzoon ko bachpan mein hi,
ki aarmano ne khwashion ko palana chor diya.

Comment