Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aashiq

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aashiq

    Last edited by Mujahid Khan; 1 August 2007, 19:17.

  • #2
    Re: aashiq

    bohat khubsoorat sharing hai jee
    :em:
    composing very nice jee

    keep it up
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment


    • #3
      Re: aashiq

      bohot bohot shukria rb aap ki pasandeedgi aur hosla afzaai k liyeephool::thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: aashiq

        very nice sharing brother:em:
        keep it up
        b happy:rose

        Comment


        • #5
          Re: aashiq

          Originally posted by jia View Post
          very nice sharing brother:em:
          keep it up
          b happy:rose
          bohot bohot shukria jia aap ki hosla afzaai k liyeephool::thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: aashiq

            Originally posted by Mujahid Khan View Post
            bohot bohot shukria jia aap ki hosla afzaai k liyeephool::thmbup:
            u r welcome dear brother:comfort:
            app ki poetry din b din bohat achi hoti jaa rahi hay:masha:
            isi trhaan likhty rahiay or hum logoon k saath share krty rahain

            Comment


            • #7
              Re: aashiq

              Originally posted by jia View Post
              u r welcome dear brother:comfort:
              app ki poetry din b din bohat achi hoti jaa rahi hay:masha:
              isi trhaan likhty rahiay or hum logoon k saath share krty rahain
              jia sister aap ka aik baar phhir bohot bohot shukria aur meri shaairy ka din badin achchah hona aap logon ki nazr-i-karam aur hosla afzaai ki badolat hai,jiss ka main aap logon ka bohot he ziadah mashkoor-u-mamnoon hoonphool::thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: aashiq

                Manzilain par ki hr bar terey namtak pohnchain
                excellent :clap:
                ishq ka maqam ishq hi janta haii jo ba'zahir shayed faqeeroo k barabar hai mager kiisi ki nazar main dunyawi rutbo sey barh kr hota haii....ishq ki bauht khoobsoorat tashree app ki is shairi ki soorat main parhney ko miley
                keep sharing :em:

                Comment


                • #9
                  Re: aashiq

                  Originally posted by aquari View Post
                  excellent :clap:
                  ishq ka maqam ishq hi janta haii jo ba'zahir shayed faqeeroo k barabar hai mager kiisi ki nazar main dunyawi rutbo sey barh kr hota haii....ishq ki bauht khoobsoorat tashree app ki is shairi ki soorat main parhney ko miley
                  keep sharing :em:
                  bohot bohot shukria aquari aap ki tashreeh say meri shaairy aur merey khiyaalaat ko aap nay chaar chaand laga diyee,aap ki iss umdah tashreeh aur umdah tareef k liyee main aap ka bohot mashkoor-u-mamnoon hoonphool::thmbup:
                  Last edited by Mujahid Khan; 1 August 2007, 21:12.

                  Comment


                  • #10
                    Re: aashiq

                    Assalaam-0-Alaikom
                    sorrry me late....kal reply kartay hoye light hi chali gai thi......
                    aik martaba phir buht acha likha hai aap nay.....qabil-e-daad.....keep it uppp/....rose:
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • #11
                      Re: aashiq

                      :masha buhat hi achi sharing ki hai aap nay...!
                      Allah aap ko aour sharing kernay kia tofeek ataa farmaaye...(ameen):dua

                      Comment


                      • #12
                        Re: aashiq

                        Originally posted by Mujahid Khan View Post
                        bohot bohot shukria aquari aap ki tashreeh say meri shaairy aur merey khiyaalaat ko aap nay chaar chaand laga diyee,aap ki iss umdah tashreeh aur umdah tareef k liyee main aap ka bohot mashkoor-u-mamnoon hoonphool::thmbup:
                        u r :welcome:
                        app ki shiari ko in 4 chandoo ki zarorat hi kaha thi:blush:

                        Comment


                        • #13
                          Re: aashiq

                          late ho gae....dont mind...:embarasse
                          aashiq.....in kay baray mai pata nahi :cc:...bt jaisay aap nay kaha waise he ho gay shayed....:D
                          no doubt hamesha ke tarhaa bohot achi ghazal likhe hai :clap:......wordings bhi achay hai.....hamaray saath apni achi achi ghazal share kartay raheye gaa...:ff:
                          sigpic


                          Comment


                          • #14
                            Re: aashiq

                            subhan Allah
                            kaya shaire ha

                            nery nice
                            sigpic

                            Comment

                            Working...
                            X