Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

yadon ka mehel

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • yadon ka mehel

    Last edited by Mujahid Khan; 31 July 2007, 11:18.

  • #2
    Re: yadon ka mehel

    yadoon ka mahel......wow bohot he koobsurat ghazal......:clap: sach mai bohot achi likhe hai......aap tu sahi expert ho shairi likhnay mai aur mai parhnay mai....:hehe: aise he achi achi ghazalein likhtay rahay....:)
    sigpic


    Comment


    • #3
      Re: yadon ka mehel

      "Rehti hai mujh sey door tu jalti hai hijr main
      khud hukum sunati hai or pati hia saza bhi"
      :clap:..bauht zabredast....
      yadoo k mehl ki yeh parii waqai bauht khoobsoorat hai :)

      Comment


      • #4
        Re: yadon ka mehel

        Assalaam-0-Alaikom|:rose

        once again ....buht khooob likha hai aap nay .......lakin buht imagnary bhi......
        like woh insaaan hi nahin lagtieN......:D
        anyways......acha likhtay hain....
        ALLAH TALAA aap ko khush rakhay..:rose
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • #5
          Re: yadon ka mehel

          Originally posted by Wafa View Post
          yadoon ka mahel......wow bohot he koobsurat ghazal......:clap: sach mai bohot achi likhe hai......aap tu sahi expert ho shairi likhnay mai aur mai parhnay mai....:hehe: aise he achi achi ghazalein likhtay rahay....:)
          apnay khoobsoorat alfaaz say humari yaadon k mehel ko roshniun say bharnay k liyee bohot bohot shukria wafa,aur yeh kaam aap jaisey koi expert he kar sakta hai:khi:.aap roshni karti rahain hum phhailaatey rahaingay:)

          Comment


          • #6
            Re: yadon ka mehel

            Originally posted by aquari View Post
            "Rehti hai mujh sey door tu jalti hai hijr main
            khud hukum sunati hai or pati hia saza bhi"
            :clap:..bauht zabredast....
            yadoo k mehl ki yeh parii waqai bauht khoobsoorat hai :)
            yaadon k mehel k pari ki dil ki gehraai say taareef karnay k liyee hum aap ka mashkoor-u-mamnoon hainthmbup:

            Comment


            • #7
              Re: yadon ka mehel

              bohat hi zabardast sensible :thmbup:
              hamesha ki tarha bohat hi khubsoorat likha hai aap ney
              keep it up jee
              :rose Refreshing_breeze :rose

              Comment


              • #8
                Re: yadon ka mehel

                Originally posted by *Rida* View Post
                Assalaam-0-Alaikom|:rose

                once again ....buht khooob likha hai aap nay .......lakin buht imagnary bhi......
                like woh insaaan hi nahin lagtieN......:D
                anyways......acha likhtay hain....
                ALLAH TALAA aap ko khush rakhay..:rose
                once again aap ka bhi bohot bohot shukria,aur woh insaan iss liyee nahi lagti k woh pari ya hoor jaisi hai yaani k itni khoobsoorat hai:D
                dil say taareef karnay k liyee aik baar phhir bohot bohot shukria aur aap bhi sukhhi rahain aur khush rahainthmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: yadon ka mehel

                  kitni khobsorti se yadon mein rahny waly ki tasweer-kashi ki hein..Lafzon ko zuban mil gai aks byaan kerny k liye
                  buhat umdah

                  Comment


                  • #10
                    Re: yadon ka mehel

                    Originally posted by refreshing_breeze View Post
                    bohat hi zabardast sensible :thmbup:
                    hamesha ki tarha bohat hi khubsoorat likha hai aap ney
                    keep it up jee
                    bohot bohot shukria rb aap ki hosla afzaai k liyee. merey likkhnay may khaas kar aap ki hosla afzaai ka bara haathh hai aur yeh main dil-u-dimaagh ki daairy may sunehray alfaaz say naqsh kar k yaad rakkhhoongathmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: yadon ka mehel

                      u r welcome
                      Last edited by *Rida*; 2 August 2007, 08:57.
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment


                      • #12
                        Re: yadon ka mehel

                        Originally posted by Mujahid Khan View Post
                        yaadon k mehel k pari ki dil ki gehraai say taareef karnay k liyee hum aap ka mashkoor-u-mamnoon hainthmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: yadon ka mehel

                          Originally posted by Mujahid Khan View Post
                          apnay khoobsoorat alfaaz say humari yaadon k mehel ko roshniun say bharnay k liyee bohot bohot shukria wafa,aur yeh kaam aap jaisey koi expert he kar sakta hai:khi:.aap roshni karti rahain hum phhailaatey rahaingay:)
                          u r most welcome mujahid ji :ff:......roshni say yaad aa gaya :D kay pegham per ak member bhi hai jin ka nick roshni hai....:khi:
                          sigpic


                          Comment


                          • #14
                            Re: yadon ka mehel

                            husn ka aghosh ma lepti wo pari ha
                            lagti nahi wasay wo insan zara be..

                            very nice ge
                            bahot acha andaz ha
                            sigpic

                            Comment

                            Working...
                            X