Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

nibaah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • nibaah

    Last edited by Mujahid Khan; 27 July 2007, 12:45.

  • #2
    Re: nibaah

    very beautiful wording :thmbup: :rose

    mushkil bohat kuch nahi agar insaan himmat aur sachai se kaam le tou
    par aisa hota nahi hai
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment


    • #3
      Re: nibaah

      Originally posted by refreshing_breeze View Post
      very beautiful wording :thmbup: :rose

      mushkil bohat kuch nahi agar insaan himmat aur sachai se kaam le tou
      par aisa hota nahi hai
      hosla afzai k liyee bohoth shukria refreshing_breeze
      aur haan aap ki baath saheeh hai,laikin insaan ko koshish zaroo karni chaahiyee:thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: nibaah

        Originally posted by sensible View Post
        hosla afzai k liyee bohoth shukria refreshing_breeze
        aur haan aap ki baath saheeh hai,laikin insaan ko koshish zaroo karni chaahiyee:thmbup:
        janab jaisa aaj kal ka insaan nazar aa raha hai aur jaisa dour chal raha hai har taraf nafsa nafsi tou iss tarha ki koshishey ziyada tar nakaam ho jaati hai.
        aaj kal insaan majboor bohat ziyada ho chuka hai.
        iss liye shikayat kissi se nahi.
        kya samjhe? :mm:
        :rose Refreshing_breeze :rose

        Comment


        • #5
          Re: nibaah

          Originally posted by refreshing_breeze View Post
          janab jaisa aaj kal ka insaan nazar aa raha hai aur jaisa dour chal raha hai har taraf nafsa nafsi tou iss tarha ki koshishey ziyada tar nakaam ho jaati hai.
          aaj kal insaan majboor bohat ziyada ho chuka hai.
          iss liye shikayat kissi se nahi.
          kya samjhe? :mm:
          chalain ji aap ki baath bhi kisi hud tuk thheek hai,laikin hum tho apni shikaayat mutaalliqa afraad tuk bazaria shaairy pohonchaatey rahaingey aap sub ki duaaon say:khi:

          Comment


          • #6
            Re: nibaah

            Originally posted by sensible View Post
            chalain ji aap ki baath bhi kisi hud tuk thheek hai,laikin hum tho apni shikaayat mutaalliqa afraad tuk bazaria shaairy pohonchaatey rahaingey aap sub ki duaaon say:khi:
            jee zaroor zaroor
            Allah aap ko apney iss shikayat mission mein kaamyaab karey :thmbup:
            Ameen:dua

            kya samjhe?:mm:
            :rose Refreshing_breeze :rose

            Comment


            • #7
              Re: nibaah

              Originally posted by refreshing_breeze View Post
              jee zaroor zaroor
              Allah aap ko apney iss shikayat mission mein kaamyaab karey :thmbup:
              Ameen:dua

              kya samjhe?:mm:
              aamin!aur aap bhi madad zaroor karengin:khi:

              Comment


              • #8
                Re: nibaah

                Originally posted by sensible View Post
                aamin!aur aap bhi madad zaroor karengin:khi:
                bhala iss mein hum aap ki kya help kar saktey hai??????:mm:
                nahi samajh aayi.:khi:
                :rose Refreshing_breeze :rose

                Comment


                • #9
                  Re: nibaah

                  very nice :em:
                  bohat khoob bohat acha likha hay app nay
                  b happy

                  Comment


                  • #10
                    Re: nibaah

                    app agar un he likhtay rahay hamaray leya
                    to larkio ko pata hamaray leya to mushkil he nahi

                    hahaha....nice
                    sigpic

                    Comment

                    Working...
                    X