Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

turk-i-ishq

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • turk-i-ishq

    mujeh lagey bohot sawab jo hai
    shukl-u-surat teri gulaab jo hai

    husn-i-ada her tera sawal karey
    tera yeh husan laajawaab jo hai

    meri ghazal kay sub alfaaz ho tum
    tera rung roop meri kitaab jo hai

    misl-i-bhanwra uchhulta rehta hun
    duur rehna tujh say azaab jo hai

    abb key parwana war jaan dengey
    tera milna bohoth naayaaab jo hai

    turk-i-ishq kiun ho zamaaney say
    mujnoon mila humain khitaab jo hai
    Last edited by Mujahid Khan; 21 June 2007, 21:38.

  • #2
    Re: turk-i-ishq

    wah ji wah bhoat khob likha hay.insan jitna bhi dor bhag lay,per ja nahi sakta yad rakhain.

    Comment


    • #3
      Re: turk-i-ishq

      Originally posted by neha_ahmad View Post
      wah ji wah bhoat khob likha hay.insan jitna bhi dor bhag lay,per ja nahi sakta yad rakhain.
      achchah ji

      Comment


      • #4
        Re: turk-i-ishq

        wa g wa
        ye flower aap ka hooaa
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment


        • #5
          Re: turk-i-ishq

          Originally posted by lucky View Post
          wa g wa
          ye flower aap ka hooaa
          bohoth bohoth shukria janab khaas thor par phhool k liyee

          Comment


          • #6
            Re: turk-i-ishq

            welcome
            Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

            Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

            Comment


            • #7
              Re: turk-i-ishq

              der sha wror jana
              dera manana
              wasalaam..

              Comment


              • #8
                Re: turk-i-ishq

                Originally posted by Nisa* View Post
                der sha wror jana
                dera manana
                wasalaam..
                deera deera munana khurai

                Comment


                • #9
                  Re: turk-i-ishq

                  Originally posted by sensible View Post
                  deera deera munana khurai
                  :mm::mm::mm::mm:
                  Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                  Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                  Comment


                  • #10
                    Re: turk-i-ishq

                    Originally posted by lucky View Post
                    wa g wa
                    ye flower aap ka hooaa
                    thank u ji aur phhool k liyee bhi bohoth shukria :rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: turk-i-ishq

                      Bohat Hi Khoob
                      Bohat Accha Likh Letty..hooo App

                      Comment

                      Working...
                      X