Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
yeh husn
Collapse
X
-
Re: yeh husn
Originally posted by sensible View Postsir sey hoti hui pairon sey guzar jaati hai
nazr-i-bud jaa key kahin aur teher jaati hai
wesey hai jung-u-muhabat may tho sub kuch jaaiz
woh bhi karti hai magar saaf mukar jaati hai
log kehtey hain sharafat hai achchih cheez magar
humain tho daikhh key foren woh bhapar jaati hai
hum ko daikhhey tho usey laaj bohoth aati hai
aaina daikhh key khud ko woh nikhher jaati hai
uss ki baaraat may daikhho woh bohoth roti hai
pia key ghar bhi woh bey khof-u-khater jaati hai
husn-i-aalam ko parakhney ka hum paimana hain
husn julwey may jahan ho tho nazar jaati hai
kia husan paish kia hai ....:masha ...kuch words tou awesum hein ..:)..totality buhat acha andaz hai:rose
Comment