Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

tanha dil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • tanha dil

    naadan dil ko muhabbat sey kuchh gila na raha
    yeh alag baath kisi dil ka dar khhula na raha

    humaari jaan wafa pey teri qurbaan hogi
    agar wafa say tera koi faasila narahaa

    aisey karlain keh dosti ko koi naam dai den
    ab tho waisey bhi koi beech may khila na raha

    hum ko jub hone laga apni muhabbat pe ghurur
    maasum dil key muhabbat ka silsila na raha

    a maseehaae muhabbat koi dawa tho kar
    dil-i-beemaar ko jeeney ka hosla na raha
    Last edited by Mujahid Khan; 20 May 2007, 21:55.

  • #2
    Re: tanha dil

    Bohat Achay Jee
    :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

    Comment


    • #3
      Re: tanha dil

      poem bohat achi hay very nice.kutch khas khas lagti hay kyuon ?

      Comment


      • #4
        Re: tanha dil

        Originally posted by notorious gujjar View Post
        Bohat Achay Jee
        bohoth shukria ji pasandeedgi keyliye

        Comment


        • #5
          Re: tanha dil

          Originally posted by neha_ahmad View Post
          poem bohat achi hay very nice.kutch khas khas lagti hay kyuon ?
          :)
          Last edited by Mujahid Khan; 19 May 2007, 16:05.

          Comment


          • #6
            Re: tanha dil

            Originally posted by sensible View Post
            naadan di ko muhabbat sey kuchh gila na raha
            yeh alag baath kisi dil ka dar khhula na raha

            humaari jaan wafa pey teri qurbaan hogi
            agar wafa say tera koi faasila narahaa

            aisey karlain keh dosti ko koi naam dai den
            ab tho waisey bhi koi beech may khila na raha

            hum ko jub hone laga apni muhabbat pe ghurur
            maasum dil key muhabbat ka silsila na raha

            a maseehaae muhabbat koi dawa tho kar
            dil-i-beemaar ko jeeney ka hosla na raha
            bohoth achcheh khiyalat hain sensible

            Comment


            • #7
              Re: tanha dil

              Originally posted by sensible View Post
              janaab yeh khaas logon par jo likkhih gai hai
              ey to mujhay bhi nazer aa ra ha hay hum ey hi to potch rahay hain ey khas log akhir kon say khas hain:wk

              Comment


              • #8
                Re: tanha dil

                [quote=neha_ahmad;427466]:)
                Last edited by Mujahid Khan; 19 May 2007, 16:07.

                Comment


                • #9
                  Re: tanha dil

                  [quote=neha_ahmad;427466]:)

                  Comment

                  Working...
                  X