zubaan pe baath tho daavey sey ada kartey ho
qaul-u-fail mey farak rakhh ke khata kartey ho
shaayad insaan ki phhurti zuban sey hoti hai
narm baaton sey her ik dil mey jagah krtey ho
sir pe tho aman key jhhande samaei hotey hain
dil sey sirf khun bahaney ki dua kartey ho
dil ke tukrdon ko milaana koi aasaan bhi nahi
bhai bhai ka her insaan sey juda kartey ho
manzil hai garebaan mey zara jhhank ke dekhho
manzil ke taayyun ka bhala kissey pata kartey ho
tera malum zamaney ko phir anjaamuhashar ho
dost bun kar jo apney mulk se dagha kartey ho
rehman mujahid

Comment