kaii alfaaz terey shikwa ban kar yaad aathey hain
keh humko shikwa karney ke bohoth aadaab aathey hain
terey andaaz bun kar sher merey jub lot aathey hain
her su mujeh wah wah bohoth irshaad aathey hain
duayen mangthey hain hon shaheed teri adaaon pe
keh saabir hun muhabbat key bohoth afthad aathey hain
mosam-i-hijr mey zaalim duaeyen leta ja mujh sey
kia majnoon kia farhaad hamaarey baad aathey hain
muhabbat ko samajhne mey bohot taakhir aati hai
hamain aashiq becharon ke bohot faryad aatey hain
muhabbat ke akharde mey bohot achchey na tic paaye
aur kehney ko iss medaan mey sub ustaad aatey hain
muhabbat ke akhhrde mey mujahid tanha bethha hai
woh khush hota hai jub uss ko kahin sey daad aate hain
rehman mujahid

Comment