insan ki basti mey guzar jaaein kahan sey
dunya ke jhameley ko uzar laayein kahan sey
peeron ki faqeeron sey alag deen wa dunya
peeron ko faqeeron ki khabar laaein kahan sey
allah ki zamin per kisey kiun qabar na miley
khudgharz ki sochon ko qabar laaein kahan sey
wo chidriyon ka chehchehana subha kahan hai yaro
her subha parindon ko shajar laayein kahan sey
koi iss haalat-e-afsos ki samaj nahi rakhhta
sulah hudebia ho ya jang badar laaein kahan sey
ik maahir-e-gustakh ki baaton mey asar hai
per uss shakhs ki laaton mey asar laaein kahan sey
mujahid sey shaheedon ke geet gaa liye tum ney
ab shaheedon ko mujahid ki nazar laaein kahan sey

Comment