ehd-e-raftha tho bus ik khwab nazar aatha hai
aagey na bard sakoon mujeh gardaab nazar aatha hai
lafzon ke ulat phher mey puchen aur bataein
yaan ufw-i-darguzar mey ik jawab nazar aatha hai
hogi jo buraai tho naap thol sey hogi
her shakhs ko buraai mey jo sawab nazar aatha hai
firqon ke unch neech ke qisssey hain gar malum
such much yahan pey her koi nawab nazar aatha hai
dilon mey khun ke qaatil chupaai rakhhtey hain aur
chehrey pey sharafath ka ik niqaab nazar aatha hai

Comment