Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

saaima ji ke liyie aik mashwara

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • saaima ji ke liyie aik mashwara

    aankhon mey aansoo chupathi raho
    kuch na kaho muskurathi raho

    gar mey bathaoon bura maan jao

    ke rona nahi ab rulathi raho

    ghazlen tum ghamgin likhna nahi
    baharon key geet gungunati raho

    yadon ko sochon mey lana nahi
    aur dujon ki sochon mey aati raho

    apni qeemat gawa ke rona nahi
    ab sey qeemat tum apni bardhti raho

    tum ne dekhi hain chand
    aur taron ki mehfil
    chamktey huwey
    piarey,piaron ki mehfil
    wo ik do nahi
    hain hazaron ki mehfil
    kabhi wo nahi hain
    faryad kartey
    bus hum tho unhain
    hain yaad kartey
    wo raaton ko jagen
    hain din ko wo sotey
    hotey hain ye
    chand,taron ki mehfil
    chamaktey huwey
    piarey,piaron ki mehfil
    tu chand aur taron ki mehfil mey aa
    chand ki chandni mey itrathi raho

    aankhon mey aansoo chupati raho
    kuch na kaho muskurati raho

    *****************mujahid khan*************
    Last edited by Mujahid Khan; 21 June 2006, 20:05.

  • #2
    Re: saaima ji ke liyie aik mashwara

    Aap ke mashwarey ka buhut shukriya , :salam:
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: saaima ji ke liyie aik mashwara

      mashwara pasand aaya kia?:wk

      Comment

      Working...
      X