Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sapnon ka ghhar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sapnon ka ghhar

    mey ban jaaoon keh ik titly
    yaa hon merey do par
    keh urd jaaoon jahan pe ho
    merey sapnon ka ghar
    woh jo uss ke dil mey hai
    jahan karti hai woh
    dil ki gehraai sey
    woh beqarar
    mey beqarar
    baar baar
    intizaar
    uss ki saanson mey ho
    meri saanson mey woh
    uss ki aankhhon mey main
    meri aankhhon mey woh
    dekhey mujeh
    mey dekhhoon ussey
    aur chal parden
    jahan na ho
    koi afssos naa khatar
    naa paraae ka gham
    na apnon ka dar
    ho aisa teraa
    aur merey sapnon ka ghar
    ******REHMAN MUJAHID**********
    Last edited by Mujahid Khan; 5 April 2007, 23:57.

  • #2
    Re: sapnon ka ghhar

    long but beautiful poem
    bohot pasand aaie
    regards
    uzma khan

    Comment


    • #3
      Re: sapnon ka ghhar

      bohoth bohoth shukria uzma khan,aap sey guzaarish hai ke aap ki koi woh nazam jo aap ko bohoth achchi lagthi hai ,yahan par plz likhh den bardi inayat hogi.

      kind regards
      mujahid khan

      Comment

      Working...
      X