Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

hashar nashar of(benai ke sarha pe hai khoonkhwaar samandar)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hashar nashar of(benai ke sarha pe hai khoonkhwaar samandar)

    hello tanha musafar,bohoth khubsurath nazam likhkhi hai aap ne
    bura na maniyiega mai ne aap ki nazam se muthaasar ho kar kuch likhkha hai,mujeh aisa laga jesey aap ne saari buraai samandar pe daal di hai iss liyie me ne samandar ko pin kar dia hai,ke wo aap ke baarey main kia khayalaath rakhhtha hai,araz hai
    sensibleView Public ProfileSend a private message to sensibleFind all posts by sensibleAdd sensible to Your Buddy List
    #13
    Yesterday, 07:05 PM
    sensible vbmenu_register("postmenu_19477", true);
    mujahid khan


    Join Date: Jun 2006
    Location: belgium
    Age: 31
    Posts: 15



    Re: Beenaai ki sarha pay
    aankhon ko sada lagthey hain bekaar samandar
    chal yaad karoon tum ko merey yaar samandar

    ik umr sey khwabon mey tujeh dekhhtha raha
    kashthi na lagai ussey uss paar samandar

    uss lub ke tabassum sey thera kia wastha
    tufaan sey tujeh kar gae do chaar samandar

    doojon ki thassali ko woh yun he sar-e-rah
    tujeh badnaam kar dia sar-e-baazaar samandar

    shaayad ke clifton me ussey ghhair lia tha
    ussey jazbaath sey yaad aathey ho her baar samandar

    khwahish jo baney ghusl ki thayyar he rehna
    kar dega ussi waqth tujeh masmar samandar

    puchega woh nahi teri khwahish bhi aakhri
    tinkey key liyie jesey ho manjdhaar samandar

    gardan key talatum se guman hone laga hai
    zaya na chala jaee tera waar samandar

    qadghaan na laga lehron ki aashefta siri par
    kartha bhi hai barabadi ka parchaar samandar

    more on public demand!!!!!!!


Working...
X