Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

zindagi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • zindagi

    ibtida-e-zindagi hai karb ke wajdan main
    zindagi yeh dodr chaley moth ke medan main

    khhichne se ghhatane aur ziada sakht hoti hain
    keh barpa he qayamath ho issi hejaan main

    nafratain loot lethi hain zamane ka sukoon
    palat jaayee yahi baazi sirf muskan main

    dard rishton he ki pehchan karthi hai
    nahi mojood ye unsar kisi bejaan main

    jo maangey Qudrath un ko de he detha hai
    miley kashthi ko sahil shorash-u-toofan main

    himmath mujahid kar nikal manjdhaar sey
    tu pedaa yaqeen tho kar zara imkaan main
    ***********mujahid************
    Last edited by Mujahid Khan; 16 June 2006, 23:04.

  • #2
    Re: zindagi

    sensible
    bohot achi kawish hay bohot pasand aaie aap ki ghazal
    regards
    uzma khan

    Comment


    • #3
      Re: zindagi

      bohoth shukria hosla afzaai ke liyie,
      with kind regard
      mujahid khan

      Comment

      Working...
      X