Assalam o alaikum wr wb
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Ghazal
Collapse
X
-
Re: Ghazal
Assalam o Alaikum WR WB MASOOD Sahab...
Mehwish achhi kavish hai - musalsal likhney ki zaroorat hai. Aap apna mutaleaa waseeh kijiyey...
Agar Mehwish ki jaggah Afsar takhallus ho to?
shukria kay aap ko yeh kawish pasand aie...ji motala bhi wasee karnay ki kosish ker rahe hoon...aur aap sab ki bhi raie lati rahti hoon ....
ji darasal AFSAR meray walad-e-mohtaraam ka naam hai....aur MAHWISH mera :)
BAS PORA NAAM HI LIKHTI HOON...afsar TAKHLOOS SAHI RAHAY GA ?
SHUKRIA..
KHUSH RAHAIN
میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا
میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے
Comment
-
Re: Ghazal
Assalaam-O-Alaikum Mehwish
Pata nahin iss baar mujhay woh baat nahin lagi tou aap ki sha'aeri ka khaasa hay, yaani soch ki wusa'at, qafiyon ka tasalsul, lafzoon ka intikhaab aur sab say bhaR kar ek dili ehsaas jo aap ki tehreer paRh kar mehsoos hota hay...
apni zaban main kahooon tou mujhay WAZAN main kami lagi, aap iss say mazeed behtar likhnay ki qabiliyat rakhti hain, nazar-e-saani karain apni iss tehreer per INSHALLAH wazan aajayega!
Keep sharing, khush rahyeh :)sigpic
Comment
-
Re: Ghazal
Assalam o Alaikum WR WB...SANAM KHAN JI..
PASAND KARNAY KA BOHAT SHUKRIA....
KHUSH RAHAIN...
Assalam o Alaikum WR WB Fire Sahab...
kosish karoon gi kay aiendah aur achi ghazal ttayaar ker sakoon...
Nawazish aap ki..
Khush rahain...
میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا
میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے
Comment
Comment