Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi ka safar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindagi ka safar

    Assalam o Alaikum wr wb
    Attached Files


    میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


    میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

  • #2
    Re: Zindagi ka safar

    Hamesha ki tarah bahot khoobsurat Nazam likhi hai aap ne
    daad qabool kijiye
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Zindagi ka safar

      Walaikum Assalaam

      Bohat khoob Mehwish, aik baar phir aap ki tehreer bohat achi lagi, lafzoon ka intikhaab aur unko kahan kaisay istimaal karna hay koi aap say seekhay, nihyat nafaasat aur pukhtagi say aap nay halat-e-hazra ko khoobsurti say bayan kia hay jo waqayi qabil-e-tehseen hay, isi tarhan apnay aala zouq ki shaaeri say humain mustafeed karti rahain, shukriya, khush rahyeh :)
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Zindagi ka safar

        Assalam o Alaikum wr wb..Wasi Bhai & Fire Sahab...

        Aap dono ka pasand karnay ka bohat bohat shukria..
        Khush rahain


        میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


        میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

        Comment


        • #5
          Re: Zindagi ka safar

          waooooooooooo beautiful sharing

          Shukar hai white page badla nahi to main samja raha tha un k sath Mohida hai aap ka 372-haha
          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

          Comment


          • #6
            Re: Zindagi ka safar

            Assalam o Alaikum wr wb Tanha Sahab...

            Pasand karnay ka shukria...

            Mohda tou nahi hai darasal meray pass photoshop tou hai magar us per kaam karna sikh rahe hoon jab sikh jaoon gi tou design ki hoi shayari parhya ga aap :)
            khush rahain..


            میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


            میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

            Comment


            • #7
              Re: Zindagi ka safar

              Originally posted by mehwish afsar View Post
              Assalam o Alaikum wr wb Tanha Sahab...

              Pasand karnay ka shukria...

              Mohda tou nahi hai darasal meray pass photoshop tou hai magar us per kaam karna sikh rahe hoon jab sikh jaoon gi tou design ki hoi shayari parhya ga aap :)
              khush rahain..

              walikuam-o-salam:salam:


              aap k likhney ka shukryia:phool:

              skih matlab sardar ban rahi hain aap???372-haha

              Muje intzar rahey ga aap key design poetry ka:fr:

              Allah aap ko hamesha khush rakhey(ameen):dua
              I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

              Comment


              • #8
                Re: Zindagi ka safar

                Bohat khoob nazm - Bohat aala :)
                Allah

                Comment

                Working...
                X