Assalam o alaikum wr wb
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Ababilloon kahan ho tum
Collapse
X
-
Re: Ababilloon kahan ho tum
bohat hi khoobsurti say apnay jazbaad ko aap nay lafzoon ki qaba pehnayi hay... aur humesha ki tarhan aaj bhi mera wohi khena hay... Bohat Khoob aur isi tarhan humaray saath apni soch aur dili jazbatoon ko share karti rahain... khush rahyeh
Fi Amaan ALLAHsigpic
Comment
-
Re: Ababilloon kahan ho tum
MashaAllah
Jaisa socha tha waisa hi paya hai Mehwish. Aap ki soch mein bohat gehraii bhi hai aur halaat ko parakhney ki roshni bhi, aap dard ko mehsoos bhi karti hai aur ussey lafzi peraaey mein dhalni bhi janti hain, alfaaz ka zakheera bhi rakhti hain aur unhein istimaal karna bhi... meri dua hai keh aap ki soch mein mazeed pukhtgi aaey aur aap us Pegham ko bhi logon tak pohancha sakein, jo shayid ab merey apney zehan mein dam torrta chala jaa raha hai.....tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Ababilloon kahan ho tum
walaikum salam
bohat zaberdast sharingg very nicee :)Last edited by Life is Alone; 1 September 2009, 19:47.
Comment
Comment