Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

    Main ney kuchh geet bhi likhney ki koshish ki hai, un mein aik us waqt likha tha, jab andherey hi andherey they :)
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

    Wow.... very good aap ko miltey hain poorey 50 points :p
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

      Originally posted by Saima Shaheen
      Wow.... very good aap ko miltey hain poorey 50 points :p
      :khi: ab yeh bhi btaa dein keh yeh 50 kitney number mein sey milley hain? kya total 45 they :khi: :khi:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

        Originally posted by Masood
        :khi: ab yeh bhi btaa dein keh yeh 50 kitney number mein sey milley hain? kya total 45 they :khi: :khi:

        yeh 50 aap ko out of 100 miley hain, baqi 50 tab milein gai jab aap geet gaa ker sunao gai :lol
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

          Originally posted by Saima Shaheen
          yeh 50 aap ko out of 100 miley hain, baqi 50 tab milein gai jab aap geet gaa ker sunao gai :lol
          mujhey to koi aetraaz nahin hai gaaney per - magar sunena aur bardasht karna aap ka kaam hai - aur iski bhi pehli shart yeh hai keh - u ko dk aana parey ga. Ma'badolat kahi nahin jaein gey :p
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

            Originally posted by Masood
            mujhey to koi aetraaz nahin hai gaaney per - magar sunena aur bardasht karna aap ka kaam hai - aur iski bhi pehli shart yeh hai keh - u ko dk aana parey ga. Ma'badolat kahi nahin jaein gey :p

            Nahi aayein gai hum dk, aana hai to yahan aa ker sunao, werna U ke 50 points cutt :p
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

              Originally posted by Saima Shaheen
              Nahi aayein gai hum dk, aana hai to yahan aa ker sunao, werna U ke 50 points cutt :p
              Kanjooooooooos makhi choos larki pehley hi aap itni kanjoooosi sey point deti ho - aadhey apni pocket mein rakh hi liye na aur ab jo diyey hain woh bhi cutt kar rahi ho :tauba
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

                Originally posted by Masood
                Kanjooooooooos makhi choos larki pehley hi aap itni kanjoooosi sey point deti ho - aadhey apni pocket mein rakh hi liye na aur ab jo diyey hain woh bhi cutt kar rahi ho :tauba
                g nahi hum kanjoos nahi khuley dil kai hain , jo dai diya so dai diya, wapis nahi letey :zuban:

                50 points wo katey hain jo aap ne geet nahi sunaya
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

                  Originally posted by Saima Shaheen
                  g nahi hum kanjoos nahi khuley dil kai hain , jo dai diya so dai diya, wapis nahi letey :zuban:

                  50 points wo katey hain jo aap ne geet nahi sunaya
                  Dekho larki main ney kab inkaar kiya hai keh geet nahin sunaoun ga, meri to aik hi shart hai keh suneney key liye thora safar karna parrey ga. Aur ASAL FANKAROON ko suneney key liye bohat lamba lamba safar kartey hain - u ko nahin patah???

                  aur haan ham bhi jo ley lein wapis nahin kartey - kya samjhin :wk
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

                    wow excellent:clap:
                    Bohat he umdah Heart Touching geet likha hai aap nay :rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

                      Originally posted by aik_lerki
                      wow excellent:clap:
                      Bohat he umdah Heart Touching geet likha hai aap nay :rose

                      Thanks Komal keh aap ko pasand aaya - aik aur geet sunaoun? Jald aaey ga :p
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

                        GR8 hai........Ab aap isko sing ker k bhi dekhain phir maza aiin ga:lol

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

                          Originally posted by Masood
                          Thanks Komal keh aap ko pasand aaya - aik aur geet sunaoun? Jald aaey ga :p
                          Haan na zarooor :D:
                          We R Waiting .. :eye: Acha sa hona chahye mager :wink

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

                            great

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mera Qasoor Kya Hai? - Aik Geet

                              very nice ge
                              Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                              Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                              Comment

                              Working...
                              X