Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Raat Ka Rahi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Raat Ka Rahi

    Assalamo allaikum :)

    Bohat muddat baad phir sey kuchh nazal huwa hai, aap sab sey share karta hoon...


    Tariq (jiska matlab Subah Ka Sitara Hai) mera naam hai, magar isko apney kalaam mein kabhi istimaal nahin kiya. Aaj pehli baar moqey ki nisbat sey is ghazal mein saja diya hai....
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Raat Ka Rahi

    wah Barey bhai, bohat acha kalam hay, bohat hi muddat baad aap ka kalam parha, aur bohat acha laga, HUSN BANA JIS ROZ HIJABON MAIN NAZAR AAON GA, wah ! lajawab :)
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Raat Ka Rahi

      waah bahoot khoobsurat gazal likhi hai aap ne
      daad qabool kijiye
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Raat Ka Rahi

        wah kya baat hai bohat hi zabardast likha hia hamesha ki tarha
        Koi Kash Dil Pe Zara Haath Rakh De
        Mere Dil K Tukro Ko Ik Saath Rakh De
        Magar Ye Hain Khawabo Khayalo Ki Baatein
        Kabhi Toot Ker Cheez Koi Jori Hai?

        Comment


        • #5
          Re: Raat Ka Rahi

          bohat hi khubsuratghazal hi masood bhai he dad kabool ho

          Comment


          • #6
            Re: Raat Ka Rahi

            wah wah kiya baat hai aap ki masood bhai

            Comment


            • #7
              Re: Raat Ka Rahi

              Walekam-Aslam
              bohat he khoob

              Comment


              • #8
                Re: Raat Ka Rahi

                BOHOT UMDAH MASOOD BHAI :phool::rose

                Comment


                • #9
                  Re: Raat Ka Rahi

                  Talaash na karo mujhy roy zameen mn Tariq
                  Subha ka Sitaraa hon Shahabon mn nazr Aaonga

                  ye Takhallus bhi khoob hay es poetry mn ...
                  bhut khush rahen ..
                  Last edited by Ehsaas786; 4 January 2010, 23:50.
                  Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                  Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                  Comment

                  Working...
                  X