Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aankh Aur Dil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aankh Aur Dil

    Aap sab ki pasandeedgi ka bohat mamnoon hoon, mazeed kalaam hazir hai:
    Attached Files
    Last edited by Masood; 5 November 2006, 21:00.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Aankh Aur Dil

    Its simply.... awesome. I got no words.........chaar se paanch baar khud ko sunayeee....loudly....onething came similar ...that it is superb :hug:
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #3
      Re: Aankh Aur Dil

      kamal likha hay Masood bhai.....kya shikwa hay .....:)
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Aankh Aur Dil

        Masood Sahib,

        App ne ya likh kar mere dil ka dard taza kar diya, ya bat wohi samag sakta ha jo is darad sa guzra ho.

        Imran

        Comment


        • #5
          Re: Aankh Aur Dil

          bhot khoub janab...!

          ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
          tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

          Comment


          • #6
            Re: "Meri Shairi" - Best Of Masood

            Originally posted by Masood
            Aap sab ki pasandeedgi ka bohat mamnoon hoon, mazeed kalaam hazir hai:
            masood bhai wonderful.... wese apas ki baat hai mujhe aap ka naam bahut pasand hai..... yeh meray eik bahut achay dost ka naaam hai.... jis say milay bara arsa howa hai
            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

            Comment


            • #7
              Re: Aankh Aur Dil

              Masood,
              May you have the health n wisdom to enjoy the best in life.
              HAPPY BELATED BIRTHDAY.
              I requested you to post the poems in roman as well so that people like me, with limited knowledge of arabic script can read as well.
              brijinder

              Comment


              • #8
                Re: Aankh Aur Dil

                Hello Mr Masood,
                Main New Commer Hun Aur Aap Ki Shairi Bohat Achi Lagi.khuda Aap Ko Her Dukh Se Bachaie.aamin

                Comment


                • #9
                  Re: Aankh Aur Dil

                  nice

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aankh Aur Dil

                    Meri is nazam mein aik ghalti rah gaii thi aaj issey mukamil kiya hai ... sorry.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aankh Aur Dil

                      WOW ...MAsood jee kia baat ha :) zabardast..!:) thanx for sharing janab!

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aankh Aur Dil

                        wah kya baat hai awesome
                        hamesha ki tarha
                        apka her kalaam ik se bhar k ik hia
                        Koi Kash Dil Pe Zara Haath Rakh De
                        Mere Dil K Tukro Ko Ik Saath Rakh De
                        Magar Ye Hain Khawabo Khayalo Ki Baatein
                        Kabhi Toot Ker Cheez Koi Jori Hai?

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aankh Aur Dil

                          veri nice,great
                          Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                          Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                          Comment

                          Working...
                          X