Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mili Hai Woh Zindagi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mili Hai Woh Zindagi

    Mili Hai Woh Zindagi Jo Hai Sogwar Bohat
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: "Meri Shairi" - Best Of Masood

    masha Allah masood :rose


    bauhat umdah ghazlain likhi hain aap nai mazeed ka intezar rahai ga :rose

    Comment


    • #3
      Re: Mili Hai Woh Zindagi

      wow mashaAllah... ur writing ....is perfect.... :hug:
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #4
        Re: Mili Hai Woh Zindagi

        bravoooooooooo masood so nice mashallah.....mei waise kabhi shairi parti nahi thi..dkeh lo sirf teri parti houn hehe some of them at least

        Comment


        • #5
          Re: Mili Hai Woh Zindagi

          Bella tum meri shairi parho ya to tumhein shairi sey ishq ho jaey ga ya nafrat mazeed ho jaey gi :D
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Mili Hai Woh Zindagi

            yaar shauq to nahi lekin phir bhi teri shairi ki baat kuch aur hi hai......

            Comment


            • #7
              Re: Mili Hai Woh Zindagi

              Buhaaat khoobsorat poetry...really nice:)

              Comment


              • #8
                Re: Mili Hai Woh Zindagi

                Assalaam o alekum,


                waaah bahot khoob bahoot hi achchi ghazal likhi aur share ki masoood aapnien poori ke poori ghazal hi pasand aayi dili daad qabool karien khush rahien
                :tang: RISK IS MY BUSINESS

                DANGER IS MY GAME

                DONT PLAY WITH ME
                BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                Comment


                • #9
                  Re: Mili Hai Woh Zindagi

                  :masha :phool:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mili Hai Woh Zindagi

                    zuberdust :clap: masood bhai kia bat he ap ke demag ki
                    ine chagi poetry likhde yo lagda ay shagirdi karni pay gi:cc:
                    Rob :eye:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mili Hai Woh Zindagi

                      aslaam_u_Alikam

                      masood saahib aap ka yeh kalam bhi bohat achaa lagaa
                      daad qabool kijiye
                      shukriya

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mili Hai Woh Zindagi

                        bohatttt heeee goodd MASHALLAH sai .... keep writing .... why dont u publish your own book ?
                        meri sari kainaat teri aik negah par nesar hai..!!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mili Hai Woh Zindagi

                          Originally posted by sany
                          bohatttt heeee goodd MASHALLAH sai .... keep writing .... why dont u publish your own book ?
                          Bohat shukriyah ji magar yehi Forum meri kitaab hai... aap yehi per pazeerai kar dein to yehi inayat hai :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mili Hai Woh Zindagi

                            Yad tumhari aag lagay dil ki udasi barrhti jaye
                            chehra tumhara ro baro aankh meri aashk bar bohot

                            zabardast masood sahib
                            bohot hi classic ghazal kahi aap nay bohot pasand aaie
                            thanks 4 sharing
                            regards
                            uzma khan

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mili Hai Woh Zindagi

                              kitnii taareef karon ?

                              Jitnii bhii karon kam ho gii.

                              Comment

                              Working...
                              X