Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Qita'a

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik Qita'a

    Aik Qita'a

    shayid teri wapsi ka koi raastah nahin raha
    dar muqaffil kar do keh dharrka nahin raha
    aaney per lakh minatein hain janey ka ik bahana
    kaisey tumhein manaein keh koi bahana nahin raha
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Aik Qita'a

    Super Big Ma........n.....................................

    aaab mana lia hai to roothne ka koi bahana nahin raha.....
    Har-Fun-Moula

    Comment


    • #3
      Re: Aik Qita'a

      wah Wah Wah..!!!!!!!!

      Comment


      • #4
        Re: Aik Qita'a

        yon bohut hi hanus ke ila tha laykun
        dil hi dil main wo khafa ho jaise
        Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
        Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

        Comment


        • #5
          Re: Aik Qita'a

          Hmmmm Buhat Khoooob
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment


          • #6
            Re: Aik Qita'a

            nice janab
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Aik Qita'a

              wah bohat khooob:)
              Koi Kash Dil Pe Zara Haath Rakh De
              Mere Dil K Tukro Ko Ik Saath Rakh De
              Magar Ye Hain Khawabo Khayalo Ki Baatein
              Kabhi Toot Ker Cheez Koi Jori Hai?

              Comment


              • #8
                Re: Aik Qita'a

                Oho aap to lagta hy Himmat hee Haar gay hian very bad masood g
                ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                372-haha372-haha372-haha

                Comment


                • #9
                  Re: Aik Qita'a

                  Originally posted by KurriPunjaban View Post
                  Oho aap to lagta hy Himmat hee Haar gay hian very bad masood g

                  Himmat nahin hara - wapsi key karaey key liyey paisey khatam ho gaey hain :kr:
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aik Qita'a

                    Originally posted by Masood View Post
                    Himmat nahin hara - wapsi key karaey key liyey paisey khatam ho gaey hain :kr:
                    To hum kis din aap k kaam ain gy???
                    ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                    372-haha372-haha372-haha

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aik Qita'a

                      Originally posted by KurriPunjaban View Post
                      To hum kis din aap k kaam ain gy???
                      Aap khud "aasmano mein" rehti hain - aap ko zameeni bandey kitthey nazjar aawan dey :p
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aik Qita'a

                        Salam

                        Very Nice


                        Comment


                        • #13
                          Re: Aik Qita'a

                          shayid teri wapsi ka koi raastah nahin raha
                          dar muqaffil kar do keh dharrka nahin raha
                          aaney per lakh minatein hain janey ka ik bahana
                          kaisey tumhein manaein keh koi bahana nahin raha

                          janaab buhut khoob ...
                          Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                          Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                          Comment

                          Working...
                          X