Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apna Apna Naseeb

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Apna Apna Naseeb

    apna apna naseeb hai, tu aur kisi key qareeb hai
    tujh ko pukaroon gali gali keh duniya bani raqeeb hai

    jogi ban key ban mein raha, wehshi bankey dasht mein
    phoolon bharey gulzaar mein, kanton bharey tasht mein
    kahin na tujh ko bhool saka, ye baat meri jaan ajeeb hai

    main ik paghal deewana, sun na mera tu afsana
    sun bhi liya to jaan meri aisey isko bhool jana
    keh yeh hai ik afsana'goi paghal iska adeeb hai

    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Apna Apna Naseeb

    very nice sharing...bhai

    Comment

    • #3
      Re: Apna Apna Naseeb

      jogi ban key ban mein raha, wehshi bankey dasht mein
      phoolon bharey gulzaar mein, kanton bharey tasht mein
      kahin na tujh ko bhool saka, ye baat meri jaan ajeeb hai
      jogi ban key ban mein raha, wehshi bankey dasht mein
      phoolon bharey gulzaar mein, kanton bharey tasht mein
      kahin na tujh ko bhool saka,
      ye baat jaan bari ajeeb hai
      agar iss tarah ho jaye to ..........
      great yar ...................waqe hi big man effort
      Har-Fun-Moula

      Comment

      • #4
        Re: Apna Apna Naseeb

        mughe pegham me sub se achi cheez ap ki poetry lagi he..........

        Comment

        • #5
          Re: Apna Apna Naseeb

          buhat khoob
          Masood saheb aap ne "pagal" ko "paghal" likha hai
          edit kar lijye

          Comment

          • #6
            Re: Apna Apna Naseeb

            Originally posted by Masood View Post
            apna apna naseeb hai, tu aur kisi key qareeb hai

            tujh ko pukaroon gali gali keh duniya bani raqeeb hai

            jogi ban key ban mein raha, wehshi bankey dasht mein
            phoolon bharey gulzaar mein, kanton bharey tasht mein
            kahin na tujh ko bhool saka, ye baat meri jaan ajeeb hai

            main ik paghal deewana, sun na mera tu afsana
            sun bhi liya to jaan meri aisey isko bhool jana
            keh yeh hai ik afsana'goi paghal iska adeeb hai

            apna apna naseeb hai, tu aur kisi key qareeb hai

            tujh ko pukaroon gali gali keh duniya bani raqeeb hai

            Comment

            • #7
              Re: Apna Apna Naseeb

              main ik paghal deewana, sun na mera tu afsana
              sun bhi liya to jaan meri aisey isko bhool jana
              keh yeh hai ik afsana'goi paghal iska adeeb hai

              ye misray buhut kamaal k hen ..
              bhut khush rahen .. Aameen
              Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
              Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

              Comment

              Working...
              X