Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~*Yaom-A-Muhabbat*~
Collapse
X
-
Re: ~*Yaom-A-Muhabbat*~
Assalaam-O-Alaikum
Bohat achi tehreer hay aur aaj kal ki munsibat say har uss noujwan kay liye hay jo VALENTINES DAY ko maghrabi andaaz say manaatay hain... meri unn sab say darkhwast hay kay iss tehreer ko ghour say paRhain aur iss main chuppay huway unn khoobsurat alfaaz ko samjhayeh jo kay MOHABBAT ki pukaar hay..... insaan ka wajoob hi MOHABBAT per mabni hay tou kia MOHABBAT jaisay AZEEM RISHTAY kay liye srif aik dinn ka makhsoos kar laina iss rishtay kay saath nainsaafi na hogi?!
Har dinn MOHABBAT ka hona chayeh, kiyonki aik mohabbat bhara dil hi aik MUSALMAAN ka dil hota hay jiss main ALLAH SWT aur uss kay bandoo kay liye srif aur srif MOHABBAT hoti hay aur kuch nahin aur aisay MOHABBAT kay izhaar kay liye srif aik DINN nahin balkay saari zindagi youm-e-mohabbat manana chayeh.
bohat hi khoobsurat soch aur tehreer per meri jaanib say khiraaj-e-tehseen aur REPUTATION ka chota sa nazraana qubool karain, khush rahyeh aur isi tarah apni aala soch say humain mustafeed karti rahyeh.
Fi Amaan ALLAHsigpic
Comment
-
Re: ~*Yaom-A-Muhabbat*~
Originally posted by thefire1 View PostAssalaam-O-Alaikum
Bohat achi tehreer hay aur aaj kal ki munsibat say har uss noujwan kay liye hay jo VALENTINES DAY ko maghrabi andaaz say manaatay hain... meri unn sab say darkhwast hay kay iss tehreer ko ghour say paRhain aur iss main chuppay huway unn khoobsurat alfaaz ko samjhayeh jo kay MOHABBAT ki pukaar hay..... insaan ka wajoob hi MOHABBAT per mabni hay tou kia MOHABBAT jaisay AZEEM RISHTAY kay liye srif aik dinn ka makhsoos kar laina iss rishtay kay saath nainsaafi na hogi?!
Har dinn MOHABBAT ka hona chayeh, kiyonki aik mohabbat bhara dil hi aik MUSALMAAN ka dil hota hay jiss main ALLAH SWT aur uss kay bandoo kay liye srif aur srif MOHABBAT hoti hay aur kuch nahin aur aisay MOHABBAT kay izhaar kay liye srif aik DINN nahin balkay saari zindagi youm-e-mohabbat manana chayeh.
bohat hi khoobsurat soch aur tehreer per meri jaanib say khiraaj-e-tehseen aur REPUTATION ka chota sa nazraana qubool karain, khush rahyeh aur isi tarah apni aala soch say humain mustafeed karti rahyeh.
Fi Amaan ALLAH
Aap itni tafseel say shairy k bary main baat karty hain or aisi batain kr jaty hain jo k mujhy bhi maloom nahi hoti k mainy yeh sab likh diya hay...
SHUKRIYA:rose
Comment
Comment