Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

    Asslmaoalikum :rose
    Attached Files
    Last edited by Yaaram; 5 November 2005, 05:48.
    :roseENIGMA:rose

  • #2
    Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

    Assalaam o alekum,


    waaah bahooot khooob bahoot hi umdeh aur zabardast ek baar phir aapkaa kalam perh ker yaad e maazi yaad aagayaa bahoot hi umdeh likhaa aapnien aayindaa bhi aapke kalam kaa intezaar rahegaa dili daad qabol karien khush rahien iss sher ke saath

    Raat pichlay paiher ki baarish mai'n
    Koi tanhaa udaas baitha tha


    Mujh ko day'ta tha woh dilaasay khud
    Chup'chupa kay udoo say milta tha
    :rose
    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

    Comment


    • #3
      Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

      Assalam.o.aleikum.....Khurram Shaikh ji hamaisha ki tarah aap ka reply mairay liye bouhat khushi ka baa'is bana hay.aap nay mairay kalaam ko saraaha jis ka bouhat bouhat shukriya.Khush rahiye.:)
      :roseENIGMA:rose

      Comment


      • #4
        Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

        Bohat umdah........zabardast..tareef karne ke lye alfaz nahi hain
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

          Yaaram ji aap kay reply ko read kar kay bouhat khush hui.mai'n nay (Adit) kiya hay maybe ghalat likh gaai thi 1 lafz.aap khud itnay achay shaair hai'n aur mairi bouhat howsla afzaai aap nay ki hay jis kay liye khush bhi hu'n aur shukriya bhi dil say kaihti hu'n.Khush rahiye.:)
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • #6
            Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

            Originally posted by hayaa_n
            Yaaram ji aap kay reply ko read kar kay bouhat khush hui.mai'n nay (Adit) kiya hay maybe ghalat likh gaai thi 1 lafz.aap khud itnay achay shaair hai'n aur mairi bouhat howsla afzaai aap nay ki hay jis kay liye khush bhi hu'n aur shukriya bhi dil say kaihti hu'n.Khush rahiye.:)
            no thanx dear :)
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

              Yaaram ji,,
              Mujhay itna to pata hi hay kay aap loge forum mai'n bouhat busy hotay hai'n,us kay ba'wajood aap time nikaal kar mairay likhay huway ko Urdu mai'n compose kar daitay hai'n to bhala mai'n kis tarha shukriya adaa na karu'n? dil say shukar guzaar hu'n.khush rahiye.Aameen:)
              :roseENIGMA:rose

              Comment


              • #8
                Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

                wah kiya umda kalaam hai :)

                Comment


                • #9
                  Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

                  Jums ji maira likha huwa pasand karnay ka bouhat shukriya.:)
                  :roseENIGMA:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

                    Ye Bohat He Khoobsurat Hai Dil Say Likhi Hoi Udoo Kiya Hai.......ajnabi

                    Comment


                    • #11
                      Re: Dair Mai'n Jitni Dil Sanbhalta Tha

                      Samandar ji jo kuch dil ki kaifiyat hoti hay us ko mind kisi na kisi ghazal ya nazm ki soorat day daita hay aur phir may us ko kaaghaz par pen ki madad say likh daiti hun.us k baad keyboard say type kar k forum par laga daiti hu'n.aap ko dil say likhi lagi?:)

                      "Adu" say muraad Adaawat rakhnay waalay ki hay.
                      Last edited by hayaa_n; 21 October 2005, 21:39.
                      :roseENIGMA:rose

                      Comment

                      Working...
                      X