Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ro-ay nahi Tu toot k.....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ro-ay nahi Tu toot k.....

    Nikhray hain yun k harf harf ho rahay hain hum :thmbup:


    Ahsaas ko lafzon mein dhaalna bhi her aik k bass ki baat nahin aur MashaALLAH ye kamal aap bht achha kar letee hain :)
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Ro-ay nahi Tu toot k.....

      Originally posted by Tanha_Musafir View Post
      Rangan di iss duniya Under
      Apney phikey naseeb mitaoudey rahye

      Sanon lokaan naal reejan dey tukiya
      Issi fair we sub noon hasoundey rahye

      Naseeban saadey naal khilwaad cha kitaa
      Ouh khaidedy rahey assi khidaoudey rahye

      Ouh merday merday hasdey rahey
      Assi jiundey ji we Rondey rahey

      Saanon Dukhan diyan pathiyaan under
      Saadey apney ugg sikhaoundey rahey

      Ouh apni khushiyan di khatir
      Sanon zaher da jaam piloundey rahey

      Jinhan diyan khushiyan layee jee par duwawan karda san
      Ouh saari hiyaati sanhon khushiyan layee tarsoundey rahey

      Ouhdi khuahish di khaatir assi apni jaan ton gaye
      Ouh lokaan wich beh beh saada Mazaq ouraaundey rahey

      USMAN sadqey tere jigrey ton Ajey we tinoo shikwa koi na
      Ouh apna aap wikhaundey rahey, Tusi fair we Piyaar nibhoundey rahey

      je Osmaan sahib mujhay punjabi aati hai ..


      Buhat khoob ....
      True khiyalat se bharpur....Achi ghazal hay MashaAllah
      Khush rahiyay :)

      Comment


      • #18
        Re: Ro-ay nahi Tu toot k.....

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        Nikhray hain yun k harf harf ho rahay hain hum :thmbup:


        Ahsaas ko lafzon mein dhaalna bhi her aik k bass ki baat nahin aur MashaALLAH ye kamal aap bht achha kar letee hain :)

        qareeban 4 sal pehlay likhi yeh tehreer ...aaj k halat se mushabehat
        kar rahi hay ..mein khud hairaan ho gaii parh k ...


        harf harf Ho K bikhrtay hein na Eshaa dearO ..!

        kioN k jab apna
        sarmaya sirf alfaz hee hoN ...
        Tu zindgee mein harf rachay hotay hein ...
        Kisi k aik jazbaati thokar se ....harf bikhar jatay hein ...
        aur Phir ....Mushkil hee loat k aatay hein ...!

        Khush rahiyay ...! salamat rahiyay :):rose

        Comment


        • #19
          Re: Ro-ay nahi Tu toot k.....

          Thank you very much Gul ji meri hosla afzayee karney ka

          lakin mujhe bhi apney jesa shayer banaa dein na plzzzzz

          Comment


          • #20
            Re: Ro-ay nahi Tu toot k.....

            khoob, khoob

            Comment


            • #21
              Re: Ro-ay nahi Tu toot k.....

              wah bohat hi khoob....

              Comment

              Working...
              X