Oljhan ka nataa
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Oljhan ka nataa
Collapse
X
-
Re: Oljhan ka nataa
iss nazam main aap ney apney alfaaz ko iss khubsurati say aik larri main piroya hai k her khatam honey wali line ka agali line k sath aik rishta hai, naata hai aap ney likha tu aik oljhan k barey main lakin apney lafzon ko kabhi bhi oljhaney nahi diya. or yeahi aik khubsurat poet ki nishaani hoti hai.
Gul ji aap kesey likh leti hain itna khubsurat kalaam. mujhe pata nahi kion aapki poetry itni achi lagti hai. shayed aap k alfaaz main mujhe apni he dhundhali dhundhali see tasveer dikhayee deti hai.
aik dafa phir buhat he khubsurat kawish
Comment
-
Re: Oljhan ka nataa
Wah Kia baat hay Gul Jee, bohat hi khoosburat nazm likhi hay aap nay, kitni khoobsurti say apnay dili ehsaasaat, khuwahishaat ko itnay sehal lafzoon kay labaday main lapait kar iss screen per bikhair diya... kitni sachayi hay inn lafzoon main aur kitni masoofiyat hay inn ehsaasaat main... aaj iss nazm ko likhay taqreeban 2 saal ho chukay hain, pata nahin ab dil ka ehsaas kaisa hay, kia abhi bhi jazboon main waisi hi garmaish hay kay waqt ki barf nay saaray ehsaasat ko thanda kar dia hay.... mujhay tou aisa hi lagta hay kay guzarta hua lamha insaan ko MATURE bana daita hay aur woh aihista ahista waqt kay saath samjhouta karna seekh laita hay, yeh sab ehsaas srif maazi ka hissa reh jaatay hain, kabhi yaad ki shakal main, tou kabhi zakhm ki shakal main aur kabhi yehi zakham meraas ban jaatay hain aur hum say kuch log inn meraas main milay zakhmoon ko hara rakhtay hain apnay liye jeenay ka sahara bana kar!!!
main phir shuroo hogaya:lol
Originally posted by Gul View PostOljhan ka nataasigpic
Comment
Comment