Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hyku

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hyku

    Hum to na’kaam rahay hai lekin
    Hamari nasal
    Arzi khodaoon ki qabrain khoday gi

    Meray shaher ka yah dastoor hai
    Khodi ko baychnay walay
    Bara naam patay hain

  • #2
    Re: Hyku

    very nice...
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • #3
      Re: Hyku

      janab nay es na'cheez ki taraf tovajo ki es kay leay bari bari meharbani

      Comment


      • #4
        Re: Hyku


        Ajab nafsa nafsi ka dor hai sahib, jo log apna zameer bechtey hain woh muqaam paa letey hain, duniya unhein salaam karti hai aur jo apni sachi ana ki hifazat kartey hain, unhein ruswaiyaan hi milti hai ...

        bohat umdah Hasni shahib bohat achha laga parh ker... share kartey rahiye ...
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Hyku

          samjh nahi pa raha kin alfaz main aap ka shukarreaa aada karoon
          janab yah bohat pehlay say chal raha hai or chalta rahay ga tahum Mosa or Hussain aatay rahain gay
          jahaan taak ho sakay aadmi ko keh dayna chahiay
          aap bhi to kamal karty rehtay hain. aap kay haan lafzoon main jan or fikar main tavanae hoti hai

          Comment


          • #6
            Re: Hyku

            very nice.....i like Hyku

            Comment


            • #7
              Re: Hyku

              App Tho Tareef Ke Kabil hai..
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • #8
                Re: Hyku

                :rose
                Originally posted by Khalil View Post
                very nice.....i like Hyku
                lafaz ki taqat kay samnay koe tehar sakta
                aadmi ko emandari say woh sab kuch keh dayna chahiay jo os kay andar chal raha hota hai go yah bara mushkal kaam hai lekin karna to hai kisi na kisi nay
                aap kay her lafaz ka meray dil main bara ehtaram or ezzat hai
                Allah ap ko kush rakhay

                Comment


                • #9
                  Re: Hyku

                  :rose
                  Originally posted by Lexicon View Post
                  App Tho Tareef Ke Kabil hai..
                  sahib, kash mein koe aalam fazal shakhas hota. elmi hawala say barsoon say moflas challa aa raha hoon. eak moflas bichara shukerreaa aada karnay kay leay kahaan say lafaz la'ay ga
                  haan dua kar sakta hoon Allah aap ko kisi ka mahtaj na karay or apni panah main rakhay:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: Hyku

                    Bohut Umdda likha hai aap ne Janab .............. Khush rahiye
                    :rose :rose Apna Khyal Rakhiye Ga aur Ager Ho Sake Tu Dosroun Ka bhi :rose :rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: Hyku

                      meharbani janab

                      Comment

                      Working...
                      X