Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghazal, Ik sarab is meiN b'ar samt rawaaN milta hae

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ghazal, Ik sarab is meiN b'ar samt rawaaN milta hae

    Aadab!
    ahbaab ki khidmat meiN aik ghazal pesh kr raha hooN.

    Wassalam
    Ameen Asim
    Attached Files

  • #2
    Re: Ghazal, Ik sarab is meiN b'ar samt rawaaN milta hae

    Originally posted by Ameen Asim View Post
    Aadab!
    ahbaab ki khidmat meiN aik ghazal pesh kr raha hooN.

    Wassalam
    Ameen Asim

    bhaa'ee ameen ASim SaaHeb

    aap ke khoobSoorat Khayaal nazar nawaaz huwe maashaa Allah bohot umdah andaaz e bayaan ko liye aap kee yeh Ghazal apne paRhne waaloN ke dil meN ghar kartee hai ,meree jaanib se DheroN daad aur mubaarakbaad aap kee khidmat meN jise qubooliyat ka darjah ataa keejiye

    niyaazmaNd
    Ismail Ajaz (Khayaal)

    muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
    Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

    Comment


    • #3
      Re: Ghazal, Ik sarab is meiN b'ar samt rawaaN milta hae

      Mukarram o Mohtaram Ismail Ajiz Khayal sahib,

      Ghazal paRne ka dili shukria,,, is masheeni daur meiN bhala kisay fursat ke wo shehr o adab ki baat karay, aap ki mahabbatooN ka dili shukr guzaar aur aap ki hosla afzaai par aap ka mamnoon hooN,,,
      Wassalam

      MukhiC
      Ameen Asim

      Comment


      • #4
        Re: Ghazal, Ik sarab is meiN b'ar samt rawaaN milta hae

        Mohtaram Ismail Ajaz Khayaal sahib

        aap ki mahabbatooN ka dili shukr guzaar aur aap ki hosla afzaai per aap ka dil ki gehraaiyooN se mamnoon hooN,
        aap ne miri himmat bandhaai,,,, shukria Khayal bhai.

        Wassalam
        Ameen Asim

        Comment

        Working...
        X