Bana tha bojh ye taaluq, na kee the zid na jane ke
Nahe thee meree ye awqat unhen apna banane ke
Haqiqat baat pe meree wo barham hote rehte the
na thee fursat humen unhen kabhe qisse sunnane ke
meree har baat ka matlab ghalat the un ke maanon me
ye koshish bhe unhe ke thee sarasar dil jalane ke
bana tha kitne chahat se mera ye ghar ye pyara ghar
abhe aate hain awazain yahan se bhe wirane ke
(Sajid Jebran Khalil)

Comment