Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

* Haqeeqat Pasandi *

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • * Haqeeqat Pasandi *

    :( :blush:
    Attached Files

  • #2
    Re: * Haqeeqat Pasandi *

    aik lerki
    Mmm acha likha hai :thmbup:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: * Haqeeqat Pasandi *

      zabardsat....

      bohat khoob likha hey.....

      haqeeqatain itni hi talkh hoti hain


      share karney ka shukriya .




      Comment


      • #4
        Re: * Haqeeqat Pasandi *

        AOA,



        MashaAllah bohat acha likha hai aap nain aap nain zindagi ka wo pahlo apne alfaaz main dala hai jis se hum aksar ankhain chorate hain bohat khoob:rose


        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • #5
          Re: * Haqeeqat Pasandi *

          :phool: :phool: and :welcome: BACK komal.


          Boht payari see nazm lanay k liye boht shukriya.:rose :rose :rose :rose :rose

          Comment


          • #6
            Re: * Haqeeqat Pasandi *

            komal :)

            tum shairi bhi karti ho ye mujeh aaj pata chala hai aur ye tum ho kahan itnai din sai online bhi nazar nahi ai ho ...bauhat hi pyari si nazam likhi hai tum nai...hakeekat talkh hi hoti hai aur is ka samna karna hota hai :)

            khush raho :)

            Comment


            • #7
              Re: * Haqeeqat Pasandi *

              Originally posted by aik_lerki
              :( :blush:
              Salaam

              Wah Komal ... Kya khoobsurat khayaal ko baandhaa hai ... Very nicely done! :thmbup:

              Qassim Mirza :Qassim:

              Comment


              • #8
                Re: * Haqeeqat Pasandi *

                Komal ji ... jaisay nazam ka aaghaz hua tha.. to yun laga jaisay nazam main parh nahi raha aap suna nahi rahi ... bulkay samjha rahi hein... lafz khud se mukhatib hein aur aap ki zuban bol rahay hein... itni sadgi se chand alfaaz ko eik saath ker ke .. sahiri ki shakal dena aur phir unn main jaan bhi daal dena.. eik mushkil amal hai ... aap ko iss amal main kamyaab pa ker ... Bohat khushi huyee.. Share kernay ka Behad Shukria...:rose

                wafa aur dua ke saath
                withlove :rose

                .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.......

                Comment


                • #9
                  Re: * Haqeeqat Pasandi *

                  Aik mukhtasir aur gehri soch ki hamil nazm parh kay khushi hui.bouhat khoob. :)
                  :roseENIGMA:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: * Haqeeqat Pasandi *

                    Aaap saboo ka bohat bohat bohat dhair sara thankx :rose :D: :eye:

                    Comment


                    • #11
                      Re: * Haqeeqat Pasandi *

                      Nic Poem (SUCH KARWAA HOTA HAIl)

                      Comment


                      • #12
                        Re: * Haqeeqat Pasandi *

                        bht hi khoob likha ha aap ne
                        kush rehe or likhte rehe :phool:
                        Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                        Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                        Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                        Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                        Comment


                        • #13
                          Re: * Haqeeqat Pasandi *

                          i love reallity

                          Comment


                          • #14
                            Re: * Haqeeqat Pasandi *

                            Originally posted by rizvizhs
                            Nic Poem (SUCH KARWAA HOTA HAIl)
                            Thankx :)
                            umm Right wakii sach bohat kerwa hata ha mager humko usay face kerna perta hai :)

                            Comment


                            • #15
                              Re: * Haqeeqat Pasandi *

                              Originally posted by zeeshan
                              bht hi khoob likha ha aap ne
                              kush rehe or likhte rehe :phool:
                              Thankx Zeeshan :)

                              Comment

                              Working...
                              X