Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Betee=nazm By Najma Ansar Najma

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Betee=nazm By Najma Ansar Najma

    :)
    SATHIYO!
    AADAAB
    aaj ek nazm leka hazir hooN.ye nazm kaee mushairoN meiN farmaaish par bhi suna chukii hooN.nazm to jesii bhji hay, lekin ummeed hay keh iska mauzuu, apko zarooer pasand aeyga.ye nazm aaj ke daur ke ek larzah-khez saanihe se muta,ccar ho kar sar zad huee thii, is meiN aawurd ka dakhl naheeN, ye sarasar aamad hay.
    aap bhi dekhiye aurapnii aaraa, se nawaziye.

    arz kartii chalooN , keh merii koee betee to naheeN, lekin ek maaN aur betee ke ehsasaat to har dil meiN hote haiN.
    ab aap ye nazm paRhiye aur bataiyye, kesii lagii
    Attached Files
    Last edited by najma; 20 May 2005, 23:58.

  • #2
    Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

    :)
    Attached Files

    Comment


    • #3
      Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

      :))
      Attached Files

      Comment


      • #4
        Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

        :rose
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

          Assalaam o alekum,



          Najma baaaaji mere pass to alfaaz hi nahin ke main kaise aapki iss kavish per kuch kahun aur shaayad kuch kehnaa mere liye YEH MUNH AUR MASOOR ki DAAL waalaa muhaawra ho jaayegaa :) haan itnaa zaroor kahoongaa ke beti waaqaee bahoot azeem hooti hai mere teen bhai hain hum teenoon ki ek ek betiyaan hain sab ki sab 2 saal se kam hain lekin yaqeen jaaniye main jab bhi unke pass hootaa hun yaa saamnien hootaa hun woh teenoon mujhse hi chikpi rehti hain chhoorti hi nahin teenoon mujhe :) meri jaanib se dili daaad qabool karien khush rahien
          :tang: RISK IS MY BUSINESS

          DANGER IS MY GAME

          DONT PLAY WITH ME
          BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

          Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

          Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

          Comment


          • #6
            Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

            :dua Allah Humari baitiyon ko burray logon ki burri nazar se mahfooz rakh. Ameeeeen
            Attached Files

            Comment


            • #7
              Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

              bohat zaberdast likha hay :rose
              http://www.genericviagra2015shop.com/

              Comment


              • #8
                Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

                Originally posted by Masood
                :rose



                is pazeeraaee ke liye ham be-had mamnoon haiN, masood!
                sada khush khush rahiye
                :)

                Comment


                • #9
                  Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

                  Originally posted by khurram_shaikh
                  Assalaam o alekum,



                  Najma baaaaji mere pass to alfaaz hi nahin ke main kaise aapki iss kavish per kuch kahun aur shaayad kuch kehnaa mere liye YEH MUNH AUR MASOOR ki DAAL waalaa muhaawra ho jaayegaa :) haan itnaa zaroor kahoongaa ke beti waaqaee bahoot azeem hooti hai mere teen bhai hain hum teenoon ki ek ek betiyaan hain sab ki sab 2 saal se kam hain lekin yaqeen jaaniye main jab bhi unke pass hootaa hun yaa saamnien hootaa hun woh teenoon mujhse hi chikpi rehti hain chhoorti hi nahin teenoon mujhe :) meri jaanib se dili daaad qabool karien khush rahien

                  tum ne bilkul saheeh kaha hay khurram
                  ye dilii jazbaat hi hote haiN jo qalam ki raah , kaghaz par phisalte haiN.
                  insaan ka eh,saas bohat qeemat rakhta hay.
                  khush rahiye
                  :)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

                    Originally posted by Muskan
                    :dua Allah Humari baitiyon ko burray logon ki burri nazar se mahfooz rakh. Ameeeeen
                    muskaan!
                    tum ne hamare ehsaas ko qadr ki nigaah se dekha aur saraahaa.ham be-had mamnoon haiN.
                    khush raho
                    :)

                    Comment


                    • #11
                      Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

                      Originally posted by handsome
                      bohat zaberdast likha hay :rose

                      thanx handsome!
                      samajh bhi ayaa ? ya========?:lol
                      khush raho
                      :)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

                        Originally posted by handsome
                        bohat zaberdast likha hay :rose

                        thanx handsome!
                        samajh bhi aya? ya =======?
                        :)

                        Comment


                        • #13
                          Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

                          Wah buhat khoob likha hai g ,,,,,,
                          bimaar-e-ishq koo rehmaat khuda ki
                          marz barhta hi gaya jyon jyon dawaa ki

                          Comment


                          • #14
                            Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

                            bohat shukriya dil-lagii
                            :)

                            Comment


                            • #15
                              Re: Betee=nazm By Najma Ansar Najma

                              :masha :) Najma ji kuch kalaam seedhay dil main utar jaatay hain aap ki yeh takhleeq un hi main shaamil hay.aap nay jis jazbay main doob kar is ko likha hay woh kefiyat is ko parhtay waqt Qaari khud par taari pata hay...yeh Aamad aap par jis khubsurat andaaz main hui hay us ki gawah aap ka likha har misra hay..bouhat umda, bouhat khubsurat kalaam parhnay ko mila.bouhat shukriya.:) :thmbup:
                              :roseENIGMA:rose

                              Comment

                              Working...
                              X