Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aaj Ka Insan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aaj Ka Insan

    Hai Nafs Ke Hato Tu Majboor Kitna,
    Sab Jaan Ke Bhi Hai Aaj La-shaoor Kitna,
    Jis Chahre Ko Hai Ek Din Mitti Me Mil Jaana,
    Us Chahre Pe Hai Tuze Guroor Kitna,
    Ek Sajde Ke Inkar Ne IBLEES Ko Shaitaan Bana Diya,
    Tu Khud Jaan Le Tera Hai Qusoor Kitna,
    Jin Ki Sunnat Pe Chalna Tuze Gawara Nahi,
    Tere Waste Roye The Wo Muhammad(SALLALLAHU ALAIHI WASSALAM) Kitna,
    Tu Ne Chakhi Hai Sirf Gunaaho Ki Lazzat Aye MUSALMAAN,
    Tu Kya Jaane Zikr-E-Ilaahi Me Hai Sukun Kitna......

    Mauka Hai To Apne Imaan Ko Banalo Agar Waqt Na Mila To Uske Paas Jaa Kar Pachtaoge Kitna....
    :alhamd:



  • #2
    Re: Aaj Ka Insan

    mashaAllah ..
    nice sharing

    Comment


    • #3
      Re: Aaj Ka Insan

      jazakallahu Khairan....... Ise logo tak pahochaaane ki koshish kare.....

      Comment


      • #4
        Re: Aaj Ka Insan

        Mashallah buhat acha likha hai ..or sahi baat pounchai hai agay :rose
        Thanx for sharing :rose
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #5
          Re: Aaj Ka Insan

          jazakallah..........

          Comment


          • #6
            A Best Urdu Ghazal Woh Button Ne Dalay Hein WasWasay Ke Dilon Se Khof-e-KHUDA Gaya

            Apne Naye Dosto ke liye.....

            " Woh Butto’n Ne Dalay Hein Was'Wasay Ke Dil Se Khof-e-KHUDA Gaya
            Woh Parri Hein Roz Qayamatein Ke Khayal-e-Roz-e-Jaza Gaya,

            Jo Nafs Tha Khar-e-Gulo Bana, Jo Uthay Tou Hath Lahoo Huey
            Woh Nishat-e-Aah Sehar Gaee Woh Waqar-e-Dast-e-Dua Gaya,

            Na Woh Fasl-e-Bahaar Ka, Na Ravish Woh Abr-e-Bahaar Ki
            Jis Ada Se Yaar Thay Aashna, Woh Mijaz-e-Baad-e-Saba Gaya,

            Jo Talab Pe Ehd-e-Wafa Kia, Tou Woh Aabro-e-Wafa Gaiee
            Sar-e-Aam Jab Huey Mudda’ee Tou Sawab-e-Sidq-0-Safa Gaya,


            Abhi Baadban Ko the Rakho, Abhi Muztarib Hai Rukh-e-Hawa
            Kisi Raastay Mein Hai Muntazir, Woh Sukoon Jo Aa Ke Chala Gaya...!!!

            وہ بتوں نےڈالے ہیں وسوسے کہ دلوں سےخوف خدا گیا
            ،وہ پڑی ہیں روز قیامتیں کہ خیالِ روزِ جزا گیا

            جو نفس تھا خارِگلو بنا ، جو اٹھے تو ہاتھ لہو ہوئے
            ،وہ نشاطِ آہ سحر گئ وہ وقارِ دستِ دعا گیا

            نہ وہ رنگ فصلِ بہار کا، نہ روش وہ ابرِ بہار کی
            ،جس ادا سے یار تھے آشنا وہ مزاجِ بادِ صبا گیا

            جو طلب پہ عہدِ وفا کیا، تو وہ آبروئے وفا گئ
            ،سرِ عام جب ہوئے مدّعی تو ثوابِ صدق و صفا گیا

            ابھی بادباں کو تہہ رکھو ابھی مضطرب ہے رخِ ہوا
            !!!...کسی راستے میں ہے منتظر وہ سکوں جو آکے چلا گیا
            "

            Comment

            Working...
            X