Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~written by tariq ~ gham~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~written by tariq ~ gham~

    khod ko zakham deney ki adat ho gayi hai
    dard mein bhi muskraney ki adat ho gayi hai

    written at 2002~ghazal adat ka eik shair~ when i was in 9th class

    Comment


    • #17
      Re: ~written by tariq ~ gham~

      likhne mein urdu mein naseeb ki galati hai likhte waqt khayal nehi raha hope kisi ko bura nehi lage ga

      khuda sey duaoo mein maanga tha
      sayad meri duaoo mein
      woh asar hi naa tha
      tu majhey mil jaye
      sayad main itna khush naseeb hi naa tha


      Comment


      • #18
        Re: ~written by tariq ~ gham~

        Bohat khoob

        Comment


        • #19
          Re: ~written by tariq ~ gham~

          thanks all friends

          hope pasand aye ga shair yeh 1 ya 2 shair 2002 ya 2003 mein likhe the dairy kho gayi warna puri ghazal likhta
          palat kar jo dheko
          toh khod ko tanha dheko
          tu lot kar aye gi
          es umeed mein teri raah dheko

          Comment


          • #20
            Re: ~written by tariq ~ gham~

            2002 ka aik shair from my dairy
            dard mein bhi muskrane ki adat hai tariq
            aur log kahte hai tumhey rona nehi ata

            Comment


            • #21
              Re: ~written by tariq ~ gham~

              dard kiya hota hai maloom nehi
              Aankhon mein Aanso zabt kyon hai maloom nehi
              talash hai aankhoon ko jis ki tariq
              woh kaha hai maloom nehi

              Comment


              • #22
                Re: ~written by tariq ~ gham~

                Assalaam Alaikum

                Beautiful sharings

                Allah Talah aap ke waldein ko jannat-ul-firdous me aala muqaam ata farmayen (AMEEN)

                Comment


                • #23
                  Re: ~written by tariq ~ gham~

                  2002 ki meri aik ghazal k 2 ashar

                  kis per karoo bharoosa
                  tere janey k baad
                  sabhi lagte hai majh ko bewafa
                  tere janey k baad

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~written by tariq ~ gham~

                    hum bewafa hai
                    woh yeh kahtey hai hum ko
                    na janey konsi baduwah detey hai humko
                    buro mein sub sey burey hai hum
                    woh yeh kahtey hai
                    mehfiloo mein sub ko


                    Comment


                    • #25
                      Re: ~written by tariq ~ gham~

                      tere janey se kya haal ho gaya
                      aik dafa palat dheka toh hota

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~written by tariq ~ gham~

                        neend nehi ati teri awaaz suney baghair
                        saal ho gaya tariq soya nehi


                        Comment


                        • #27
                          Re: ~written by tariq ~ gham~

                          yeh wada karte hai ajj apne dil se
                          phir kabhi na yaad karey gai us ko
                          umer bhar k liye bhool jaye gai us ko
                          aj yeh wada karte hai apne dil se
                          aik sada ayi dil se
                          kyon jouth bolte ho tariq apne dil se
                          yeh mumkin hi nehi tum bhool jao us ko

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~written by tariq ~ gham~

                            Phool bhi ab toh
                            kaante ban key chubney lagey hai
                            Aansoo bhi ab toh
                            Aankhon se bahney lagey hai
                            Waqt ka saath har zakham bhar jata hai
                            Yeh suna tha logo se
                            Per yeh kaisa zakham hai "Tariq"
                            Jo waqt ka saath nasoor banta chala jata hai

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~written by tariq ~ gham~

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~written by tariq ~ gham~

                                main kafi busy ho gaya ho ajj waqt mila
                                maine socha thora hat kar likho sayad pasand aye
                                samjh sayad na aye
                                kio galati ho advance mein sorry

                                yaad rakhna yaad ko yaad ki tarha
                                bhool mat jana bhool ko bhool ki tarha
                                muhabbat rakhna muhabbat ko muhabbat ki tarha
                                Nafrat mat karna nafrat ko nafrat ki tarha
                                dost rakhna dost ko dost ki tarha
                                dushman mat rakhna dushman ko dushman ki tarha

                                Comment

                                Working...
                                X