Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

    sathiyo!
    aadaab
    aap se ab tak jo pazeeraaee hasil huee, to hausla hua keh ek ghazal aur pesh kareN.ab dekhiye, ye apko kahaN tak pasand aatii hay, :)
    -ya----------------
    naheeN:lol

    ab ye ham, aap par choRtay haiN.:wink
    Attached Files

  • #2
    Re: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

    Wah wah kiya kehnay
    http://www.genericviagra2015shop.com/

    Comment


    • #3
      Re: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

      Assalaam o alekum,


      Najma baaaji ek behtreen aur munfarid ghazal humse share kernien kaa behud shukriyaa khush rahien
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #4
        Re: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

        Aey dost! mubarak ho tujhey tark-e-ta'alluq
        shayid tujhey pana meri taqdeer nahin hai
        hai aaj bhi majboori-e-insaan, muhabbat
        yeh baat alag, is mein woh taseer nahin hai
        insaan key liye zehr liye phirta hai insaan
        kya is key liye koi bhi tazeer nahin hai?
        insaaniyat ab siraf kitabon mein hai Najma
        ablees ka koi bhi inaan-geer nahin hai


        Najma ji main jitna aap ka kalaam parhta hoon mujhey aap ki khush-guftari ka utna hi aetraaf hota jata hai. Alfaaz ka chunao, unki tarkeeb-e-istimaal, har baat apni jaggah apni khoobsurati ka munh bolta saboot hain. Mujhey bohat khushi hai keh aap hamari mehfil ka ki aik khush-guftaar saathi hain. :rose
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

          Originally posted by Masood
          Aey dost! mubarak ho tujhey tark-e-ta'alluq
          shayid tujhey pana meri taqdeer nahin hai
          hai aaj bhi majboori-e-insaan, muhabbat
          yeh baat alag, is mein woh taseer nahin hai
          insaan key liye zehr liye phirta hai insaan
          kya is key liye koi bhi tazeer nahin hai?
          insaaniyat ab siraf kitabon mein hai Najma
          ablees ka koi bhi inaan-geer nahin hai


          Najma ji main jitna aap ka kalaam parhta hoon mujhey aap ki khush-guftari ka utna hi aetraaf hota jata hai. Alfaaz ka chunao, unki tarkeeb-e-istimaal, har baat apni jaggah apni khoobsurati ka munh bolta saboot hain. Mujhey bohat khushi hai keh aap hamari mehfil ka ki aik khush-guftaar saathi hain. :rose

          Najma :) Sari tareef to Masood Saahb ne kar di hey, humein ab alfaz hi nhi mil rahay hein. Boht meethay aur nikhray huye andaz mein boht see karrwee mugar sachi batein keh gai hein.Aisay hi likhtay rahiye, share karti rahiye, shukriya:rose :phool: .

          Comment


          • #6
            Re: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

            Originally posted by handsome
            Wah wah kiya kehnay
            bohat shukriya handsome!
            khush rahiye
            :)

            Comment


            • #7
              Re: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

              bohaat he umdah gazal likhe hai aap nay najma :rose
              honestly mujhy bohaaaaat dhair sare achii lage :)
              Thankx alot 4 sharing :rose :rose

              Comment


              • #8
                Re: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

                bohat shukriya larkeeeeeeeeee!
                mujhe bhi khushi huee keh tumko bohat pasand aaee.
                khush raho

                Comment


                • #9
                  Re: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaNgeer naheeN hay=

                  :roseENIGMA:rose

                  Comment

                  Working...
                  X