Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aaj bhi khwab wohi aik purana dekhay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aaj bhi khwab wohi aik purana dekhay

    السلام علیکم
    پیارے پیارے دوستوں کی اس پیاری سی بزم میںشریک رہنےکی بہت کوشش کرتا ہوں لیکن مجبوریئ حالات سے ایسا کرنے سے اکثر محروم رہ جاتا ہوں ۔خیر آج ایک اور ادنی سی کاوش پیسِ خدمت ہے امید ہے پسند آئےگی
    ۔
    Attached Files

  • #2
    Re: aaj bhi khwab wohi aik purana dekhay

    Janab Fayyazkhan sahab yaa aap ki ijaazat hoo tou aap ko FAIZI keh kar mukhatib karoon :)

    Aap ka bohat bohat shukriya kay aap nay iss bazm-e-sukhun main shirkat ki aur humain itni khobsurat ghazal say nawaaza aur itnay khoobsurat designing main issay paish kia.

    Bohat hi achi ghazal, dili jazbaat ko jaisay iss computer screen per lafzoon ki qaba pehna kar bikhair dia hoo, bohat achi, yeh sha'air bohat acha laga.

    Yeh Alag baat hay kay tu nay hi na dekha warna
    Meri ashafta sari, saara zamaaana dekhay........!

    Keep sharing such lovely poetry with us, khush rahyeh :)

    Fi amaan ALLAH
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: aaj bhi khwab wohi aik purana dekhay

      Originally posted by thefire1 View Post

      Allah G k karam se janab e muhtaram aap ne jitni pasdidgi ka azhar kia aor meri hosla afzai ki mera hosla aor barrh gia hia
      main koshish karoon ga k mera hr kaam acha lagay Dua go and Dua ka talib Faizy.

      Comment

      • #4
        Re: aaj bhi khwab wohi aik purana dekhay

        السلامُ علیکم
        بہت ہی عمدہ غزل شئیر کی ہے
        فریم ورک کے بارے میں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔کیا کہوں۔۔۔۔۔۔۔۔۔؟؟؟؟
        http://www.pegham.com/showthread.php?t=78005
        اُمید کہ آئیندہ آپ اپنی محنت سے تیار شدہ فریم ہی شئیر کیا کریں گے۔
        آپ کی کاوشوں کا انتظار رہے گا۔
        :star1:

        Comment

        • #5
          Re: aaj bhi khwab wohi aik purana dekhay

          بہت عمدہ

          Comment

          Working...
          X