Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Maa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Maa

    Assalam o Alaikum WR WB
    Attached Files


    میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


    میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

  • #2
    Re: Maa

    Walaikum Assalaam

    Hairaangi iss baat ko dekh kar kay ek reply bhi nahin iss khoobsurat nazm per!!

    Bohat hi khoobsurat nazm hay Mehwish jee aisa lagta hay kay karbe-e-dil lafzoon ki shakal dhaalay manzar-e-aam per aagaya hooo.

    Likhti rahyeh aur issi tarah apnay ehsaas ko lafzoo kay libaaday main paish karti rahyeh, khush rahyeh

    Fi amaan ALLAH
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Maa

      Allah meri zindagi bhi meri maa ko de de. jese jese yeh nazam perhi aik ajeeb si keefiyat taari ho gai jo lafzon mein beyaan nahi ker sakta. God Bless you
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: Maa

        Mujay nahi pata ke yeh poetry aap ki he ya kisi aur ki, jis ki bhi he usay mein salute kerta hoon.
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: Maa

          Assalam o Alaikum WR WB Ali Sahab....

          Bohat shukria kay aap ne is kalam kay baray main apnay khayalat ka izhar kia ...
          Bohat shukria...
          Khush rahain..


          میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


          میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

          Comment


          • #6
            Re: Maa

            Assalam o Alaikum WR WN Munda S Sahab ....

            Bohat sukria kay aap ko kalam pasand aya ...
            Yeh mera apna kalam hai ... Pasand karnay ka bohat shukria ...
            Khush rahain..


            میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


            میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

            Comment


            • #7
              Re: Maa


              Comment

              Working...
              X