aey khuda jab bhi tera aasmaan dekhta hoon
us mein basa ek jahaan dekhta hoon
na janay kitnay hi jahanoon ki sair karta hoon
khol kar jab tera quran dekhta hoon
ehsaan kitnay hain bandon py tere
jab bhi surah rehman dekhta hoon
tu to kehta hai rag-e-jaan sai bhi hoon main qareeb
phir pareshan kyun aaj ka insan dekhta hoon
uski rehmat sai kabhi mayoos na hona aey insan
tujh py main uski rehmat k nishan dekhta hoon.

Comment