PYARY DOSTO AIK NAZAM HAZIR HI ,,,,UMEED HI PASAND FARMAIN GY.,,,,,THANKS
,,,AY GAON SE AANY WALY BATA,,,
ay gaon se aany waly bata
ay gaon se aany waly bata
kia haal hi mery gaon ka
pipal ki thandi chhaon ka
sharmili shokh nighahon ka,
un naz bhari adaon ka,
ay gaon se aay waly bata ,,,ay gaon se aany waly bata
ajkal humary gaon main kiasa swera hota hi,
kia ab bhi unky aangan main pholon ka basera hota hi,,
panchi geet sunaty hain jab door andhera hota hi,
unky dil main kia ab bhi meri yaad ka dera hota hi,,,

kia ab gaon ki galion main bachy shor machaaty hain,,
pyari pyari baton se sab ka dil behlaaty hain,,,
guddy our guddi ki shaadi bhi karwaaty hain,,
our chhuti k din kheton main maan baap ka haath bataaty hain,,

kia ab bhi humaary khaiton k samaan syhaany hoty hain ,,,,
kia ab bhi jwaanon k lab par waisy traany hoty hain,,,,
hum khel jo khela karty thy wahi khel puraany hoty hain,,,,

kia ab bhi gaon ki naarian paani bharny jaati hain,,,
apny sundar pairon ki payel bhi chhankaati hain,,,
sab sakhiaan ik dooji ko dil haal sunaati hain,,,,,
our apny nazak saron par teen chaar ghary uthaati hain,,,

kuch to mujhko haal suna meri mehbooba matwaali ka,,,
jheel si jiski aankhain thin,naagan zulfon wali ka,,,
phool sa jiska chehra tha,masoom si bholi bhali ka,,,
jo FAZAL k ishq main pagal thi us pagal dilwali ka,,,
kia woh ab bhi takti hi meri raah,,,,,,,,,?

__________________
fazal khan marwat
Comment