Assalam o Alaikum WR WB
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mothi bhar lafz
Collapse
X
-
Re: Mothi bhar lafz
Walaikum Assalaam WR WB
Waqayi aisa hi lagta hay pooray dinn itni baatain kartay hain aur aisa ehsaas hota hay kay muunn tou humara hay, awaaz bhi humari, andaaz bhi humara hi hay..... magar lafaaz kisi aur kay hain.... kabhi BOSS kay tou kabhi client kay, kabhi dost kay tou kabhi teacher kay....... waisay yeh tou aap jaisay, Masood Bhai, yaaram, wasi anjum, Gul waghaira jaisay shayer hi hain jo shayed kisi hadd tak mutmayin hoongain kay jo alfaaz woh apni shayeri main isitmaal kartay hain kamazkam woh tou khudh kay hain.... warna hum jaisay log tou iss say bhi qaasir rehtay hain.....!!
Keep writing and sharing with us, khush rahyeh
Fi Amaan ALLAHsigpic
Comment
-
Re: Mothi bhar lafz
:salam: Bohat Hi Khobsorat Tahrer Hay Our Ous Par Designing Kamal Ki Hay Khas Tor Par Is Main Jo Khial Pash Kia gia hay K ham Ilfaz K Darya Ko Kis tarha Waqat K Raygistan Mian Khoshk Kar Rahy Hian Our Hamin Is ka Koi Malal Koi Ahsas Bhi Nahin Bohat Ki Khob Drawing Hay.thmbup:
Last edited by S.Athar; 15 December 2009, 12:40.:star1:
Comment
-
Re: Mothi bhar lafz
Originally posted by mehwish afsar View PostAssalam o Alaikum WR WB
Aap acha design kerti hain... :)
But Text size chota rekhti hain thinkingg
Comment
-
Re: Mothi bhar lafz
Assalam o alaikum wr wb..
Aap sab ka pasand karnay ka shukria...
Kk sahab kosish karti hoon aap sab ki rahnomai se achay ker sakoon gi inshAllah...
Khush rahainLast edited by Mahvish Waqas; 21 December 2009, 14:09.
میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا
میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے
Comment
Comment