khak mein wajood ko milaey ja rahey ho
tarikh apney ajdad ki metaey ja rahey ho
kehney ko musalman ho ; aamal se khale
rasam keh kar deen nibhaey ja rahey ho
jantey ho sagher-o-mina ki haqiqat laikin
ghont us k bhe her chand uraey ja rahey ho
waey nadane kya kuch ganvaey ja rahey ho
zahan-o-afkar per chaey huwey andherey
rohan charagh ko bujhaey ja rahey ho
baat kartey ho apney aaslaf ki laikin
un k qisson se dil behlaey ja rahey ho
kuch khabar hey bhtak kar kahan aa gaey
perwaz apni la makan banaey ja rahey ho
athar kab tak unhe dil shikasta rahogey
uon sahar na hogee bhullaey ja rahey ho
------kalam dr athar hussain siddiqui(ibne sultan narvi)

Comment