AbU BIN Adham per ho rehmat KHUDA ke
hOwa khuwab E Sheerein sE bedar bedar ik Shab
wO kiya dekhta hy k nOOr E Qamar sE
darakhShan hain kamry k deewar dar Sab
Wahan rOnaQ afrOz hy ik FARISHTA
KItab E talayeme KuCh likh raha hy
ABU ne nihayat daleri sE pOCha ?
,, bata Ay FARSHTY yeh tehreer kiya hy ,,?
Uthaya FarShity ne Sar apna fOran
nazar ke ABU per Sad mehrbani
bataya k ,, yeh name in Ashkhas k hain
jinhayin HAQ se hy Ulfa E ghair Fani'
ABU ne kaha ;; kiya mera name bhee hy ?
hilaya FRISHTY ne inkar me Sar
yeh maloom ker Ahista wO bola
magar iS ka dil mutmain tha sarasar
,, mujhy kam sE kam Ayse logOn me likh de
jO kerty hain nO E bashar sE muhabbat
Farishty ne yeh bat manzoor ker li
likha name iS ka hoWa is sE rukhSat
magar dOsri Rat phir wO FARISHTA
bOhat SHADMAN hO k kamry me aya
Usi Waqt ABU BIN ADHM jag Utha
KuCh iS kiSam ke RoShni Sath laya ..
dekhaye iN Ashkhas k name iS ne
jinhayin ISHQ E HAQ ne muSharaf kiya tha
magar name ,,ABU BIN ADHAM,,Sab se pehly kitab E talaye me likha hoWa tha
JAZAKALLAH khair
hOwa khuwab E Sheerein sE bedar bedar ik Shab
wO kiya dekhta hy k nOOr E Qamar sE
darakhShan hain kamry k deewar dar Sab
Wahan rOnaQ afrOz hy ik FARISHTA
KItab E talayeme KuCh likh raha hy
ABU ne nihayat daleri sE pOCha ?
,, bata Ay FARSHTY yeh tehreer kiya hy ,,?
Uthaya FarShity ne Sar apna fOran
nazar ke ABU per Sad mehrbani
bataya k ,, yeh name in Ashkhas k hain
jinhayin HAQ se hy Ulfa E ghair Fani'
ABU ne kaha ;; kiya mera name bhee hy ?
hilaya FRISHTY ne inkar me Sar
yeh maloom ker Ahista wO bola
magar iS ka dil mutmain tha sarasar
,, mujhy kam sE kam Ayse logOn me likh de
jO kerty hain nO E bashar sE muhabbat
Farishty ne yeh bat manzoor ker li
likha name iS ka hoWa is sE rukhSat
magar dOsri Rat phir wO FARISHTA
bOhat SHADMAN hO k kamry me aya
Usi Waqt ABU BIN ADHM jag Utha
KuCh iS kiSam ke RoShni Sath laya ..
dekhaye iN Ashkhas k name iS ne
jinhayin ISHQ E HAQ ne muSharaf kiya tha
magar name ,,ABU BIN ADHAM,,Sab se pehly kitab E talaye me likha hoWa tha
JAZAKALLAH khair
Comment