Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaddoon Ke Channar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Yaddoon Ke Channar

    meri her baat ka afsana kahainge ge
    maloom he mujh ko sub diwana kahainge ge

    kahainge ge mujh ko Majnoon tu kahne du unko
    tumhain bhi tu sub Majnoon ki Laila kahainge ge

    jain ge jal Hum ishq ki tapish main
    loog hum ko phir ek pervana kahainge ge

    ankhoon main shrarat, hoontoon pe muskrahat
    Koee kuch bhi kehle isko itrana kahainge ge

    haho go itna qareeb unke Tafseer
    tu sub tujh ko bhaonra na kahainge ge
    Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 16:52. Reason: No visible

  • #2
    Re: Yaddoon Ke Channar

    Assalam.o.aleikum
    Tafseer ji read nahi hui.. ya mujhay hi nazar nahi aa'rahi likhi hui.. :cc:
    :roseENIGMA:rose

    Comment


    • #3
      Re: Yaddoon Ke Channar

      Dhalta he suraj oufaq main aahista aahista
      Ghamoon ke bojh se sisakta he dil aahista aahista

      ker diya he mohabbat ne zakhmi esa mujhe
      rusta he zakhmoon se khoon aahista aahista

      chha gae mere khayaloon main ese
      main bhoolta ja raha hoon wajood apna aahista aahista

      na ma'loom kab wo guzrain gae samney se
      kerdo lumbi iis shab-e-antizaar ko aahista aahista

      kero reham meri halat peh Tafseer
      bhounrey se pervana banau mujh ko aahista aahista
      Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 16:52.

      Comment


      • #4
        Re: Yaddoon Ke Channar

        Jab se gaey ho tum chod ke mera sat
        Jhalakte hain Ansoo.n ke chashme her raat

        dil nahee Lagta cheez main kisi
        mujh ko lagti hai buri her baat

        pade kerna intizaar umr sari phir bhi
        aaoon ga leykar tumhare ghar barat

        Dua hai tujh se aiy An-Noor mere lieye
        bana de iss raat ko Lailatul Bara'at

        Jhukade sir tu bhi uske der per Tafseer
        marzi Allah ki ho phirsey hojaye molaqat
        Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 16:53.

        Comment


        • #5
          Re: Yaddoon Ke Channar

          Yaaddoon Ke channar

          Andheri raat aur girti he bijli dour kaheeN bar bar
          Betha khiDki ke tale kerte hein sergoshiyan yaaddoon ke channar

          Ansoon beh rahe hein meri ankoon se isterha
          Jese behete hein pahaDoon mein aabshar

          Ghuzri sari zindagi apne aaram ke liaye
          Fikr na ki doosroon ki ay perverdigar

          Kitna maghroor tha ke bharosa kiya mazhab per
          Jab ke hikmat sikhati he insaniyat her bar

          Na bikherne deta unko mukhtalif mazahib mein Tafseer
          Gar janta insaan ke hum sab hein motioon ka ek haar
          Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 16:54.

          Comment


          • #6
            Re: Yaddoon Ke Channar

            Tafseer ji aap ka andaz-e-shairi umda hay.bouhat khoob.:)
            :roseENIGMA:rose

            Comment


            • #7
              Re: Yaddoon Ke Channar

              karo na mujh se hisaab ki batain
              soon lo pehle iis la jawab ki batain

              gore aur kaale hain sab a’lim-e-nasal
              ye tu sab hain nisab ki batain

              aai thi main tu milne tum se
              kar na oos khana kharab ki batain

              ho lete imtahain mera her waqat
              Ghalat sab ye kitab ki batain

              the kahan iis sham tum bhi
              sarangi aur rubab ki batain

              kiya he dil maim tumhare janti hoon
              kerte ho jab naqab ki batain

              dal do ge khatre main jaan apni
              ye tu hain sab shabab ki batain

              aati he shram mujhe tum se
              dhorate ho kaal raat ki batain

              dekhna tujh ko he jalwa-e-khuda Tafseer
              ker shram-o-hiya aur sawab ki Batain
              Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 16:56.

              Comment


              • #8
                Re: Yaddoon Ke Channar

                Hayaa n

                Himaat afzai ka bhout bhout Shukria.

                Tafseer

                Comment


                • #9
                  Re: Yaddoon Ke Channar

                  tujh se ab ye dua he mere khuda
                  yaad ko unki mere dil se na mita

                  aa gai mujh ko passand tasveer unki
                  kiya bhala meri is main khata

                  di saza esi mujhe jalad ne bhi kaha
                  na rahi duniya main shrum-o-hiya

                  gin raha hoon rahe baqi jo din
                  jab wo aa ain gi hoon ga un pe fida

                  ro diya hoon main bhi Tafseer
                  ab tu zalim tera jalwa dkha
                  Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 16:57.

                  Comment


                  • #10
                    Re: Yaddoon Ke Channar

                    Tanha kbhi kese koi hota he
                    Mujh ko na is ka pata hota he

                    Wahdaniyat ko wo naheen mante
                    Kaha ek aur ek du hota he

                    Riyazat kere tu ek din
                    Banda bhi tu phir khuda hota he

                    Baat kerna chod du gai mujh se
                    Dost koi ese khafa hota he

                    Rahain ge meherbain tum per kab tak
                    Roza bhi tu ek din qaza hota he

                    Ghum-e-yaar tu he naheen sab kuch
                    Ghum-e-duniya main kuch aur maza hota he

                    Rona dhona tasauer main naheen he apne
                    Lutf qhqahoon main bada hota he

                    Batain kerte hain judai ki meri Tafsser
                    Bhla ese kaheen raza hot he
                    Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 16:58.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Yaddoon Ke Channar

                      Kahan ho tum chale aao mohabaat ka taqaza he
                      ghum-e-duniya se ghabra kar dil ne pookara he

                      tumhari be-rukhi ek din hamari jaan le le gi
                      qasam tum ko zara soochoo ke dastoor-e-wafa kiya he

                      najane kis liye duniya ki nazrain phir ga ain hum se
                      tumhain daikha tumhain chaha qasoor is me he

                      na hai faryaad hontoon pe na ankhoon main koi ansoo
                      zamane se mila jo ghum usay gitoon main dhala hai
                      Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 16:59.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Yaddoon Ke Channar

                        Ho gaa ii ghalti zaberdast mere dost
                        kerdo mujhe ma'af ab na daghaa doon gaa

                        baqi na raha kuch bhi ab tu sirf
                        ek dil bachaa he usko bhi loota doon gaa

                        agaar tu mariz-e-ishq he bataa mujh ko
                        mariz main bhi hoon iska, shafa doon gaa

                        kerlo iqrar-e- muhabaat mujh se tum ab
                        saath tera main sari umr nibha doon gaa

                        Guzri jo doosri Eid aur tum phir ni aaye
                        sari duniya ko Ansoon main dobaa doon gaa

                        unke ghar se mere ghar tak Tafseer
                        Ghulaab ke phooloon ka bistar bichaa doon gaa

                        Ho gaa ii ghalti zaberdast mere dost
                        kerdo mujhe ma'af ab na daghaa doon gaa

                        baqi na raha kuch bhi ab tu sirf
                        ek dil bachaa he usko bhi loota doon gaa

                        اagaar tu mariz-e-ishq he bataa mujh ko
                        mariz main bhi hoon iska, shafa doon gaa

                        kerlo iqrar-e- muhabaat mujh se tum ab
                        saath tera main sari umr nibha doon gaa

                        Guzri jo doosri Eid aur tum phir ni aaye
                        sari duniya ko Ansoon main dobaa doon gaa

                        unke ghar se mere ghar tak Tafseer
                        Ghulaab ke phooloon ka bistar bichaa doon gaa
                        Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 17:01.

                        Comment


                        • #13
                          Re: Yaddoon Ke Channar

                          Hoota he oonki yaad mein dil beqrar kyun
                          na aa ain ge wo karta hoon intizaar kyun

                          kare.n inkaar jaan kar bhi jo tum ko
                          karte ho oos sangdil pe jaan ko nisaar kyun

                          Pucha na mila mujh ko mere khat ka jawaab
                          kaha meri marzi bhala esa e'tibar kyun

                          parwa nahee.n jis ko meri khoohaish ki zara
                          he muhabaat oos se mujh ko be ikhtiaar kyun

                          samaj te hain tum ko wo ek kanta Tafseer
                          pehna rahe ho oonko phooloon ka har kyun
                          Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 17:02.

                          Comment


                          • #14
                            Re: Yaddoon Ke Channar

                            Kehte hain shukria izaat afzai ka
                            Magar zalim ne mud ker bhi naheen dekha

                            Kerte ho zikr moom ka mujh se mere mehboob
                            Tum ne kabhi pervanoon ko jalte nahee dekha

                            Dikha na khuwab milne ke janat main mujhe
                            Farhad ne Shereen ko mer ker bhi naheen dekha

                            Kyn milain os maalan se hum bagh main
                            Jisne kalyoon ko bhi khilte naheen dekh
                            Last edited by Tafseer; 19 December 2005, 17:03.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Yaddoon Ke Channar

                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول بہن کو

                              سبتمبر ميں صبع روشن اورخاموشي
                              ھے شھر صاف اور فضا بھي ھے تازی
                              پہنچی پھلی دفع لیکر اسکول کو ننی
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              روکا گاڑی کو اسکول کے سامنے در پر
                              کہا ننی کچھ دیر بھٹیں گے ھم تم ادھر
                              پہلے اس سے تم جاؤ اسکول کے اندر
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              جھکے سر کو ننی نے اپنے اوپر اٹھایا
                              ننے سے ہاتھوں کو میری طرف بڑھایا
                              روکنے لگی سانس اور میرا دل گھبرایا
                              مان نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              کیا سوچ رہی ھے؟ دل میں سوال کیا
                              گزرتی ھے کیا ننے دماغ میں خیال کیا
                              نہں پتہ یہ پہلا قدم ھے میں اقبال کیا
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              قدم اول اس کی سیڑھی ھے لا انتہا
                              مگر اس بچاری ننی کو ھے کیا یہ پتا
                              یقیں ھےنہن جانتی وہ یہ ھےخطا
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول بہن کو

                              بنتی بارہ یا سولہ سال کی یہ سزا
                              بےچینی میں اپنے آپ کو میں نے کہا
                              کود کر گاڑی بھاگ جاتی ھوتا گر پتا
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              لرزگی میں،ننے سے دل و دما‏غ پر
                              کتنے انجان چھاپنیں گے اپنی مہر
                              دہلی بہت ھی خوفناک ھے یہ خبر
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو


                              سمجھائیں گے اصول طبیعیاتی جہاں کے
                              بتلائیں گے راستے تمیں وہ آسمان کے
                              دیکھلائیں گے نقشے یہاں اور کہاں کے
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              کسے سمجھ پاؤ گی آپنے آپ کو تم
                              کسے پہچھاں جاؤ گی جذبات کو تم
                              کسے سیکھو گی فطرت انساں کو تم
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              نہ کر فکر ذیادہ گر سمجھ ‎نا آۓ ابھی
                              تم سب بھول جاو گی کبھی نہ کبھی
                              یاد میں نے بھی کیا تھا ان کو سبھی
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول بہن کو

                              سیکھو گی تم بہت تختہ سیاہ سے
                              کر سکتی نہیں ايسا وعدہ تم سے
                              یہ تو بھول ھوگی ھےمیری ماں سے
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              دیکھو جانور ‎ھمارے ھم عصر آتے ھین
                              استاد ھین يہ تم کو سیکھاتے ھیں
                              سر جھکاۓ ھوۓ چلے جاتے ھیں
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              دھوکا دینا بولنا جھوٹ اچھا ھےنہیں
                              سزا ملتی ھے جزیا ملتا ھےنہیں
                              اس عمر مین تم کو یہ پتہ ھےنہیں
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول بہن کو

                              سمحھتی ھو سب میں جانتی ھوں
                              مگر میں صرف اتنا ھی جانتی ھوں
                              کہ میں کچھ بھی نہین جانتی ھوں
                              مان نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              جپ تم اس حقیقت کو مان جاؤ گی
                              اختتام سبق آول ھوا جان جاؤ گی
                              کہا تھا سچ میں نے پہچھان جاؤ گی
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              سرکش بچے چیخ پکار کر رھے ھیں
                              تم کو بھی اشارہ ھر بار کر رھے ھیں
                              سنو گی بات یہ اعتیبار کر رھے ھیں
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              ھو سکتا ھے فردیت بنای ماں نے
                              اس کو ھر وقت تمہارا دل پہچھانے
                              اسکا بھی کرلو اصافہ نا ھم جانے
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول، بہن کو

                              کھولا دروازہ جسطرف بیٹھی تھی ننی
                              گاڑی سے باھر آستہ سے نکلی ننی
                              میں نے بسورتے ھوےکہا اللہ حافظ ننی
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول بہن کو


                              ننی نے مڑ کر دیکھا، باجی ميںجاؤن گی
                              پیار سے بھری آنکھيںاللہ پگھل جاؤن گی
                              کیھلنا گڑیا سے میری دوپہرتلک آوں گی
                              ماں نے کہا چھوڑ آو اسکول بہن کو
                              Last edited by Tafseer; 14 December 2005, 18:51.

                              Comment

                              Working...
                              X