Asslmaolikum :rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Woh Khush Naseeb Hain Jo Ghar Bulaey Jaatay Hain
Collapse
X
-
Re: Woh Khush Naseeb Hain Jo Ghar Bulaey Jaatay Hain
Originally posted by hayaa_n:rose Woh khush naseeb hain jo ghar bulaey jaatay hain
:rose Ham is khayaal say hi muskuraey jaatay hain
:rose Mairay naseeb main woh rownaq-e-bahaar kaha'n
:rose Khiza'n kay jhonkay bhi mujh ko rula'aiy jaatay hain
:rose Kisi ki raah main ham nay bichaai thee'n aankhain
:rose Hamaari raah main kaantay bichaey jaatay hain
:rose Tumharay pyar nay yeh howsla diya hay mujhay
:rose Har aik gham ko khushi say uthaey jaatay hain
:rose Ham jin ki yaad main aansu bahaaey jaatay hain
tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: Woh Khush Naseeb Hain Jo Ghar Bulaey Jaatay Hain
Originally posted by MasoodWaah! MashaAllah! Poori ghazal ki tareef karoon keh kisi aik shair ki? yahan to aik aik lafz qabil-e-tehseen hain. Bohat dil mein ghus gaee hai yeh ghazal - Hamari khush'naseebi hai keh hamari mehfil mein HAYA hai - dono maano mein :) :rose:roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Woh Khush Naseeb Hain Jo Ghar Bulaey Jaatay Hain
Originally posted by Rabiitna sara zhen may atta kasiay hay/thinking
itna acha bhi hota hay akhir raaz kiya hay??;):roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Woh Khush Naseeb Hain Jo Ghar Bulaey Jaatay Hain
Assalaam o alekum
waaah waaah bahoot khoob ek baar ohir aapkaa kalaam aankhoonien ke saamnien se guzraa bahoot hi umdeh likhe hai dili daad qabool karien khush rahien
Mairay naseeb main woh rownaq-e-bahaar kaha'n
Khiza'n kay jhonkay bhi mujh ko rula'aiy jaatay hain:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
-
Re: Woh Khush Naseeb Hain Jo Ghar Bulaey Jaatay Hain
Originally posted by khurram_shaikhAssalaam o alekum
waaah waaah bahoot khoob ek baar ohir aapkaa kalaam aankhoonien ke saamnien se guzraa bahoot hi umdeh likhe hai dili daad qabool karien khush rahien
Mairay naseeb main woh rownaq-e-bahaar kaha'n
Khiza'n kay jhonkay bhi mujh ko rula'aiy jaatay hain
:jazak: :) Khurram ji aap nay aik baar phir mairi howsla afzaai itnay achay alfaaz main ki hay.Bouhat shukriya.:):roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Woh Khush Naseeb Hain Jo Ghar Bulaey Jaatay Hain
Originally posted by Adnanbe sakhta aur rawani main likhi hoi ghazal parhne ka moqa mila kya khoob kaha hay haya thanx for sharing :)
Mujhay bouhat khushi hui aap kay howsla afza reply say.bouhat shukriya Adnan ji. :):roseENIGMA:rose
Comment
Comment