:rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose
Kabhi main sochti hu'n raaz-e-ulfat ko aya'n kar du'n
Zuba'n say kaih nahi sakti nigahon say baya'n kar du'n
Nigahon main hain posheeda tairi nazron kay afsanay
Mujhay jo jaan'na chahay mairi nazron ko paihchanay
Ajab hay maira afsana ajab mairi kahaani hay
Zuba'n khamosh hay laikin nigahon ki zabani hay
Háya ka saath mairi jaa'n jo tujh say choot ja'aiy ga
Nigahon main andhaira cha'aiy ga dil toot ja'aiy ga
:rose :rose :rose
(Háya)
:rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose
Comment