Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Amir Khusrau ke ek she'r kaa manzoom tarjuma...merii koshish

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Amir Khusrau ke ek she'r kaa manzoom tarjuma...merii koshish



    man tu shudam, tu man shudii; man tan shudam, tu jaan shudii
    taa kas na goyad ba'd az iiN man deegaram, tu deegarii


    urdu manzoom tarjuma karne kii jasaarat kar rahaa huN:

    maiN tu huaa tu maiN huii; maiN tan huaa tum jaan huii
    phir koii kahve nahiiN k maiN koi aur huN, tu koi aur hai
    Last edited by SherAli; 20 November 2008, 02:04.

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

  • #2
    Re: Amir Khusrau ke ek she'r kaa manzoom tarjuma...merii koshish

    Comment


    • #3
      Re: Amir Khusrau ke ek she'r kaa manzoom tarjuma...merii koshish

      mujeh kuch palay nahi para...... mazeed wazahat se please samjhain...............
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment


      • #4
        Re: Amir Khusrau ke ek she'r kaa manzoom tarjuma...merii koshish

        Bahot khoob janab achha likha hai aap ka apna shair hai na?
        aap ko percian language aati hai? mere paas ek o shair hain un
        ki translation chahiye
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Amir Khusrau ke ek she'r kaa manzoom tarjuma...merii koshish

          Originally posted by <<Muqadas>> View Post
          :tasali:

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment


          • #6
            Re: Amir Khusrau ke ek she'r kaa manzoom tarjuma...merii koshish

            Originally posted by rehman View Post
            mujeh kuch palay nahi para...... mazeed wazahat se please samjhain...............
            soofiyaana kalaam kii chaashnii urdu meN paRh leN uskaa tarjumalation :) ab maiN kia samjhaauuN...is qaabil kahaN :(

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment


            • #7
              Re: Amir Khusrau ke ek she'r kaa manzoom tarjuma...merii koshish

              Originally posted by WASI ANJUM View Post
              Bahot khoob janab achha likha hai aap ka apna shair hai na?
              aap ko percian language aati hai? mere paas ek o shair hain un
              ki translation chahiye
              janaab e aalii pasandeedgii ek liye shukria. aji meraa akise hogaa yeh yto meraa abba Huzoor kaa bhii nahiiN ho saktaa lolz yeh she'r to Amir Khusrau [r.a.] kaa hai jiska maiN ne sirf tarjuma kiyaa hai vo bhii ma'zarat ke saath.

              maiN ne farsii to sirf grade 10 meN paRhii thii ... bas, zaraa sii hii aatii hai
              :)

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment

              Working...
              X