Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

2/4 ash'haar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 2/4 ash'haar

    aik namukammal nazm k chand shehr.....


    yaadein hein k dil mein samandar biphray huye
    aansu hein k aankhon mein darya utray huye

    kirchi kirchi samaituoonn kaisay!zakhmi hon gi ungliyan
    har soo meri zzat k hein tukrray bikhray huye

    suna rahay hein bachon ki,bhook ki kahani
    chehray pe hasratein aur haath phailay huye

    so gai thi ghairat kahan meray muhafiz bhaiyon ki!
    sar e bazaar meri maon k kiyun daaman mailay huye

    .................................................. ............Incomplete

    By Muskan
    Attached Files
    Last edited by WOH LARKI; 25 November 2005, 13:47.

  • #2
    Re: 2/4 ash'haar

    Asslam-o_Alikum WR WB

    Ab kya kho is per ! ...... aap ka aik aik shair main drd hi drd hay wo bhi . dosro ky liya ...

    FeaamnAllah
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


    Comment


    • #3
      Re: 2/4 ash'haar

      Originally posted by Bheegi-Palkain
      Asslam-o_Alikum WR WB

      Ab kya kho is per ! ...... aap ka aik aik shair main drd hi drd hay wo bhi . dosro ky liya ...

      FeaamnAllah

      Ab kia kahoon iss per!.........har waqt tareef achi nhi hoti....aur dard to jo mehsoos karay wohi samjh skta hey na!

      Comment


      • #4
        Re: 2/4 ash'haar

        last shair pr tu mery rongty khryy ho gaey hain....kasi dukh bhari bat kah di hay aap ne
        H
        @
        $
        $
        @
        N

        Comment


        • #5
          Re: 2/4 ash'haar

          Originally posted by sahil_ki_khamoshi
          last shair pr tu mery rongty khryy ho gaey hain....kasi dukh bhari bat kah di hay aap ne
          H
          @
          $
          $
          @
          N

          Hasan aap ka be hadd shukriya k aap ne in ash'har ko parha aur dard ko mehsoos bhi kiya jo mojooda halaat ka pedakerdah hey.

          Comment


          • #6
            Re: 2/4 ash'haar

            Muskan Ji baihad pur-soz kalaam hay.har shair hi pur asar hay.:masha
            :roseENIGMA:rose

            Comment


            • #7
              Re: 2/4 ash'haar

              Originally posted by hayaa_n
              Muskan Ji baihad pur-soz kalaam hay.har shair hi pur asar hay.:masha

              Hayya ji....aap k yeh alfaz parh ker mein samjhti hoon k mein ne jo pegham dena chaha wo logon tak pohnch raha hey.
              boht shukriya:rose

              Comment


              • #8
                Re: 2/4 ash'haar

                Originally posted by WOH LARKI View Post
                aik namukammal nazm k chand shehr.....


                yaadein hein k dil mein samandar biphray huye
                aansu hein k aankhon mein darya utray huye

                kirchi kirchi samaituoonn kaisay!zakhmi hon gi ungliyan
                har soo meri zzat k hein tukrray bikhray huye

                suna rahay hein bachon ki,bhook ki kahani
                chehray pe hasratein aur haath phailay huye

                so gai thi ghairat kahan meray muhafiz bhaiyon ki!
                sar e bazaar meri maon k kiyun daaman mailay huye

                .................................................. ............Incomplete

                By Muskan
                app na jo lekha ha likha to acha ha alkin bahot takleef da lekha ha
                but very nice
                sigpic

                Comment

                Working...
                X