Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

hay chorr k jana... aik taza ghazal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hay chorr k jana... aik taza ghazal

    Mohtram Ahl-e-ilmo Danish Dosto, Asslam u Alikum,
    apni aik taza ghzal pesh kar raha hoon, apni qeemti aara say zaroor aagah kejay ga,
    Atiq-ur-Rehman Saffy
    Attached Files
    PICHLI RUT KA SAATH TUMHARA
    http://www.kitaabghar.com/bookbase/a...ichhlirut.html

  • #2
    Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

    Asslam O Alekum janab
    sab se pehlay to aap ko Pg per welcome kehte hain
    bahot khoobsurt Ghazal likhi hai aap ne
    likhte rahen aur share karte rahen
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

      wah janaab bahut khoob...:rose kya kehne..sab se pehle to khushaamadeed...aapko aksar doosri bazmon mein parha hai..yahan dekh kar bahut khushi hui..aate rahiyega apni aur bhi kaavishon ke saath...:)

      poori hi ghazal bahut khoob aur rawaaN hai bas aakhri sher mein hasni aa gayi...:khi: bahut khoob...:thmbup: waise..kya yahan DAUR qaafiya baandhna munaasib hai ??

      Comment


      • #4
        Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

        Mohtram WASI ANJUM saheb, aadaab,
        aap ke qadar afzai ka bohot bohot shukriya,
        Atiq-ur-Rehman Saffy
        Originally posted by WASI ANJUM View Post
        Asslam O Alekum janab
        sab se pehlay to aap ko Pg per welcome kehte hain
        bahot khoobsurt Ghazal likhi hai aap ne
        likhte rahen aur share karte rahen
        PICHLI RUT KA SAATH TUMHARA
        http://www.kitaabghar.com/bookbase/a...ichhlirut.html

        Comment


        • #5
          Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

          Buhat Khooob likha Aap nay :rose
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment


          • #6
            Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

            Zabardast Safi - bohat umdagi sey ghazal pesh ki hai mukamil :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

              aur masood sir ne chotay se fiqre me kiya ha tareef ko mukamal
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #8
                Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

                Originally posted by shummu View Post
                wah janaab bahut khoob...:rose kya kehne..sab se pehle to khushaamadeed...aapko aksar doosri bazmon mein parha hai..yahan dekh kar bahut khushi hui..aate rahiyega apni aur bhi kaavishon ke saath...:)

                poori hi ghazal bahut khoob aur rawaaN hai bas aakhri sher mein hasni aa gayi...:khi: bahut khoob...:thmbup: waise..kya yahan DAUR qaafiya baandhna munaasib hai ??
                Thanks Shummu,kuch usatza k nazdeek morr, jorr, torr k saath "daurr" qaafiya istamaal kiya ja sakta hai, iss liye mein nay issi reaayat say faida uthatay howay yahan ye qaafiya istamaal kiya hai.
                aap ko aakhri sher per hansi kyoon aaye hai? mujhay pata chal gya hai..:rose
                aap ka bohot bohot shukriya
                Atiq-ur-Rehman Saffy
                PICHLI RUT KA SAATH TUMHARA
                http://www.kitaabghar.com/bookbase/a...ichhlirut.html

                Comment


                • #9
                  Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

                  Originally posted by Masood View Post
                  Zabardast Safi - bohat umdagi sey ghazal pesh ki hai mukamil :)
                  AADAAB, Masood Bhai aap ka bohot bohot shukriya.:rose
                  Atiq-ur-Rehman Saffy
                  PICHLI RUT KA SAATH TUMHARA
                  http://www.kitaabghar.com/bookbase/a...ichhlirut.html

                  Comment


                  • #10
                    Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

                    Originally posted by la'hasil View Post
                    buhat Khooob Likha Aap Nay :rose
                    Aadaab, Aap Ka Bohot Shukriya.
                    Atiq-ur-rehman Saffy
                    PICHLI RUT KA SAATH TUMHARA
                    http://www.kitaabghar.com/bookbase/a...ichhlirut.html

                    Comment


                    • #11
                      Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

                      Originally posted by Atiq-ur-Rehman Saffy View Post
                      Thanks Shummu,kuch usatza k nazdeek morr, jorr, torr k saath "daurr" qaafiya istamaal kiya ja sakta hai, iss liye mein nay issi reaayat say faida uthatay howay yahan ye qaafiya istamaal kiya hai.
                      aap ko aakhri sher per hansi kyoon aaye hai? mujhay pata chal gya hai..:rose
                      aap ka bohot bohot shukriya
                      Atiq-ur-Rehman Saffy
                      accha aap ko kya pata chala hai..?:D

                      Comment


                      • #12
                        Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

                        Originally posted by Atiq-ur-Rehman Saffy View Post
                        Mohtram Ahl-e-ilmo Danish Dosto, Asslam u Alikum,
                        apni aik taza ghzal pesh kar raha hoon, apni qeemti aara say zaroor aagah kejay ga,
                        Atiq-ur-Rehman Saffy
                        walkeum assalam ..:)
                        Safi Sahib aik arsay baad aap ka kalam parha
                        buhat hee omdha laga ....buhat achi adaegi-- alfaz ki b
                        aur ....Mizaj k andaz ki bhi ....MashaAllah ...
                        Zaroor aatay rahiyay ....aur hamein apnay kalam se nawaztay rahiyay ..
                        Shukriya!

                        Comment


                        • #13
                          Re: hay chorr k jana... aik taza ghazal

                          Originally posted by Gul View Post
                          walkeum assalam ..:)
                          Safi Sahib aik arsay baad aap ka kalam parha
                          buhat hee omdha laga ....buhat achi adaegi-- alfaz ki b
                          aur ....Mizaj k andaz ki bhi ....MashaAllah ...
                          Zaroor aatay rahiyay ....aur hamein apnay kalam se nawaztay rahiyay ..
                          Shukriya!

                          Asslam u AL8ikum, Gull jee aap ka haloos aur qadar afzai ka bohot bohot shukriya.:jazak:
                          Atiq-ur-Rehman Saffy
                          PICHLI RUT KA SAATH TUMHARA
                          http://www.kitaabghar.com/bookbase/a...ichhlirut.html

                          Comment

                          Working...
                          X